Iss Barsaat Lyrics – Akhil Sachdeva, Kartik Dev, Gaurav Dev | Iss Barsaat

Ishq ki barsaat jaise baadlon se barse hai ,
Hum toh hain deewane tere pyaar tujhse karte hain ,
Ishq ki barsaat jaise baadlon se barse hai,
Hum toh hain deewane tere pyaar tujhse karte hain ,
Aa dono milein bheeg jaayein sanam ,
Aa milkar chalein ab toh ek hi hain hum

Iss barsaat mein lo main aa gaya, tujhe apna banane lo main aa gaya ,
Iss barsaat mein lo main aa gaya ,
Tujhe seene se lagane lo main aa gaya ,

Rimjhim rimjhim jab boondein pade jaaniya,
Kaise main bataun kya hai mera haal mere haaniya,

Dil ki guhaar hai dil tujhpe haarkar,
Tujhse main jeet lun tera pyaar Umr bhar

Tujhse hai jo hua na ishq kamm mera ,
phir bhi ye dil kahe thoda aur pyaar kar
Aa dono milein bheeg jaayein sanam
Aa milkar chalein ab toh ek hi hain hum ,

Iss barsaat mein lo main aa gaya ,
Tujhe apna banane lo main aa gaya ,
Iss barsaat mein lo main aa gaya ,
Tujhe seene se lagane lo main aa gaya

Song Credits
Song: Iss Barsaat
Singer(s): Akhil Sachdeva, Kartik Dev, Gaurav Dev
Music: Akhil Sachdeva, Kartik Dev, Gaurav Dev
Label: PlayDMF
Album: Iss Barsaat
Released: 2024
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Iss Barsaat Lyrics – Akhil Sachdeva, Kartik Dev, Gaurav Dev | Iss Barsaat by Akhil Sachdeva. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Akhil Sachdeva soulful songs!

Related Posts

O Saajna Lyrics – Akhil Sachdeva | Broken But Beautiful Season 2

Na Naa Na..
O Ho Ooo O…
Na Naa Na..

O Saajna
Tere Ishq Ch Beh Ke
Duniya Di Khair Main
Bhool Hi Gaya

Ishq Sataye Ishq Rulaye
Ishq Ch Aake Main Taan
Rul Hi…

Main Teri Hi Rahoon Lyrics – Akhil Sachdeva & Shirley Setia | Chhatriwali

Ik tu hi hai jagah meri
Meri dil me jo basi
Tujhse hi to mile mujhe
Meri jine ke khushi
Kyun lagti hai badi mujhe
Har pal teri kami
Ab kehti re vo bate jo
Tere…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *