Saanware Lyrics – Akhil Sachdeva & Kartik Dev | Saanware
Karti Hai Jo Tu Aankh Se Ishaare
Aankhon Aankhon Mein Jo Pyaar Se Pukaare
Mujhe Kehne De, Sath Tere Rehne De
Chal Baithein Chal Dariyaa Kinaare
Aa Dikhaun…
Ishq ki barsaat jaise baadlon se barse hai ,
Hum toh hain deewane tere pyaar tujhse karte hain ,
Ishq ki barsaat jaise baadlon se barse hai,
Hum toh hain…
Karti Hai Jo Tu Aankh Se Ishaare
Aankhon Aankhon Mein Jo Pyaar Se Pukaare
Mujhe Kehne De, Sath Tere Rehne De
Chal Baithein Chal Dariyaa Kinaare
Aa Dikhaun…
