Soncho Zara,
Ye Diwanapan Dekho Zara
Tum Ho Akele, Hum Bhi Akele, Maza Aa Raha Hai
Kasam Se Kasam Se
Gazab Ka Hai Din
Soncho Zara,
Ye Diwanapan Dekho Zara
Tum Ho Akele, Hum Bhi Akele, Maza Aa Raha Hai
Kasam Se Kasam Se
Dekh Lo
Hum Ko Kareeb Say,
Aaj Hum
Mile Hain Naseeb Say
Dekh Lo
Hum Ko Kareeb Say,
Aaj Hum
Mile Hain Naseeb Say
Ye Pal Fir Kahaa
Aaur Ye Manjil Fir Kahaa
Gazab Ka Hai Din
Soncho Zara,
Ye Diwanapan Dekho Zara
Tum Ho Akele, Hum Bhi Akele, Maza Aa Raha Hai
Kasam Se Kasam Se
Kyaa Kahoo
Meraa Jo Haal Hai,
Raat Din Tumhaaraa Khayaal Hai
Kyaa Kahoo
Meraa Jo Haal Hai,
Raat Din Tumhaaraa Khayaal Hai
Fir Bhi Jaane Jaan, Main Kahaan Aur Tum Kahaan
Gazab Ka Hai Din
Soncho Zara,
Ye Diwanapan Dekho Zara
Tum Ho Akele, Hum Bhi Akele, Maza Aa Raha Hai
Kasam Se Kasam Se
Song Credits
Song: Gazab Ka Hai Din
Singer(s): Alka Yagnik & Udit Narayan
Music: Anand-Milind
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Label: T-Series
Album: Qayamat Se Qayamat Tak
Released: 1988
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Gazab Ka Hai Din Lyrics – Alka Yagnik & Udit Narayan | Qayamat Se Qayamat Tak by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!


