Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine Iss liye
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye
Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya tera naam rakh diya
Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Haske pyaar se bekhudi mein deewana
Mera naam akh diya mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya mera naam rakh diya
Tune pehli nazar mein sanam
Mere dil ko churaaya
Oh, tune pehli nazar mein sanam
Mere dil ko churaaya
Oye, duniya se paraayi
Tujhe apna banaaya
Bina dekhe tujhe ab na aaye qaraar
Har ghadi hai mujhe ab tera intezaar
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine.. iss liye jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya tera naam rakh diya
Teri chaahat ki chaandi
Meri aankhon mein bas gayi x 2
Yeh khushboo tere jism ki
Meri saanson mein bas gayi
Tu meri aarzoo tu hai meri vafaa
Zindagi mein kabhi
Ab na honge judaa
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine.. iss liye jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya tera naam rakh diya
Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Haske pyaar se bekhudi mein deewana
Mera naam rakh diya mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya mera naam rakh diya
Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya
Song Credits
Song: Aisi Deewangi
Singer(s): Alka Yagnik & Vinod Rathod
Music: Alka Yagnik, Vinod Rathod, Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Deewana
Released: 1992
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Aisi Deewangi Lyrics – Alka Yagnik & Vinod Rathod | Deewana by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!


