Baazigar O Baazigar Lyrics – Kumar Sanu & Alka Yagnik | Baazigar

O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar

O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar

Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
Bazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar

O.. dil leke dil diya hai
Sauda pyaar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar

Chupke se aankhon ke raste
Tu mere dil mein samaya
Chahat ka jaadu jaga ke
Mujhko deewana banaya

Pehli nazar mein bani hai
Tu mere sapno ki raani
Yaad rakhegi yeh duniya
Apni wafaa ki kahani

O.. mera chain chura ke
Meri neendein udaa ke
Kho na jana kisi mod par
Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar

O.. dil leke dil diya hai
Sauda pyaar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Baazigar main bazigar

Dhak dhak dhadakta hai yeh dil
Bolo na kya keh raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujh ko galat na samajhna
Main nahi badal aawara
Dil ki deewaron pe maine
Naam likha hai tumhara
O.. tere pyaar pe kurban
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar
Tu hai bada jaadugar

Baazigar main bazigar
Dil walon ka mai dilbar

O.. mera dil tha akela
Tune khel aisa khela
Teri yaad mein jagoon raat bhar
Baazigar o baazigar
Baazigar main bazigar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar

Song Credits
Song: Baazigar O Baazigar
Singer(s): Kumar Sanu & Alka Yagnik
Music: Anu Malik
Lyrics: Nawab Arzoo
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Baazigar
Released: 1993
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Baazigar O Baazigar Lyrics – Kumar Sanu & Alka Yagnik | Baazigar by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Chori Chori Sapnon Mein Lyrics – Abhijeet & Alka Yagnik | Chal Mere Bhai

Chori Chori Sapnon Mein Aata Hai Koi
Saari Saari Raat Jagaata Hai Koi
Dil Mera Dil Bekaraar Ho Gaya
Dil Mera Dil Bekaraar Ho Gaya
Aisa Lagta Hai Mujhe Pyaar Ho…

Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye Lyrics – Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Babla Mehta | Tahalka

Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Dil Diwane Ka Dola Dildar Ke Liye
Maine Ranga Basanti Ho O
Maine Ranga Basanti Chola Dildar Ke Liye
Dil Diwani Ka Dola Dildar…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *