Rab Kare Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Mujhse Shaadi Karogi

Ho Oh Oh Oh Oh, Ho Oh Oh Oh Oh
Oh Oh Ho Ho, Ho Oh Oh Oh Oh

O, Tera Dil Bhi Jaana Beqaraar Ho Jaaye
Tera Dil Bhi Jaana Beqaraar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye

O, Mera Dil Bhi Tera Talabgaar Ho Jaaye
Mera Dil Bhi Tera Talabgaar Ho Jaaye
Rab Kare Mujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
La La La La La La La

Hey Hey Hey, Ho Ho Ho
Tu Ada Hai Tu Mohabbat, Tu Hi Mera Pyaar Hai
Mar Mita Hoon Mar Mita Hoon
Haan Mujhe Ikraar Hai

Jaanti Hoon Hai Sharaarat Yeh Jo Tera Pyaar Hai
Kya Karoon Main Kya Karoon Main
Dil Ko To Inkaar Hai

O, Tere Dil Pe Mera Ikhtiyaar Ho Jaaye
Tere Dil Pe Mera Ikhtiyaar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye

Main Haseena Naazneena, Har Taraf Yeh Shor Hai
Tu Deewaana Ban Gaya Hai
Dil Pe Kis Ka Zor Hai

Main Deewaana Kam Nahin Hoon, Haarkar Na Jaaoonga
Dil Churaane Aa Gaya Hoon
Dil Chura Le Jaaoonga

Tere Dil Pe Mujhko Aitbaar Ho Jaaye
Tere Dil Pe Mujhko Aitbaar Ho Jaaye
Rab Kare Mujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Rab Kare Mujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye

O, Tera Dil Bhi Jaana Beqaraar Ho Jaaye
Tera Dil Bhi Jaana Beqaraar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye
Rab Kare Tujhko Bhi Pyaar Ho Jaaye.

Song Credits
Song: Rab Kare
Singer(s): Udit Narayan & Alka Yagnik
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Jalees Sherwani
Label: T-Series
Album: Mujhse Shaadi Karogi
Released: 2004
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Rab Kare Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Mujhse Shaadi Karogi by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *