Shaam Bhi Khoob Hai Lyrics – Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik | Karz: The Burden Of Truth

Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai
Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai
Zindagi Ke Liye Aur Kya Chahiye

Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai
Aashiqui Ke Liye Aur Kya Chahiye
Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai

Kya Haseen Hai Sama Dhadkane Hain Jawan
Kya Haseen Hai Sama Dhadkane Hain Jawan
Dosti Ke Liye Aur Kya Chahiye
Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai

Chand Ki Chandni Aasmaan Ki Pari
Shayaron Ke Liye Tu Hai Ek Shayari
Haan Dekhte Hi Tujhe Dil Deewana Hua
Chahaton Ka Shuru Ek Fasana Hua

Rang Hai Noor Hai Chain Hai Khwaab Hai
Rang Hai Noor Hai Chain Hai Khwaab Hai
Ab Khushi Ke Liye Aur Kya Chahiye
Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai

Husn Hai Pyar Hai Dil Hai Dildaar Hai
Husn Hai Pyar Hai Dil Hai Dildaar Hai

Bolti Hai Nazar Chup Hai Meri Zubaan
Har Kisi Se Juda Hai Meri Daastaan
Na Kisi Se Kabhi Pyar Maine Kiya
Dard-e-Dil Na Kabhi Yaar Maine Liya

Saaz Hai Geet Hai Sur Hai Sangeet Hai
Saaz Hai Geet Hai Sur Hai Sangeet Hai
Mausiqi Ke Liye Aur Kya Chahiye

Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai
Zindagi Ke Liye Aur Kya Chahiye
Shaam Bhi Khoob Hai Paas Mehboob Hai
Aashiqui Ke Liye Aur Kya Chahiye

Song Credits
Song: Shaam Bhi Khoob Hai
Singer(s): Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik
Music: Sanjeev-Darshan
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Karz: The Burden Of Truth
Released: 2002
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Shaam Bhi Khoob Hai Lyrics – Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik | Karz: The Burden Of Truth by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *