Sona Chandi (Original Motion Picture Soundtrack) Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Sona Chandi

Hey He…..Laa…Hey He…………
Sona Chandi Kya Karenge Pyaar Mein
Sona Chandi Kya Karenge Pyaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein
Sona Chandi Kya Karenge Pyaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein
Kyon Hum Uljhein Duniya Se Bekaar Mein
Kyon Hum Uljhein Duniya Se Bekaar Mein
Kyon Hum Uljhein Duniya Se Bekaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein
Sona Chandi Kya Karenge Pyaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein

Lagata Hain Fursat Mein Rab Ne Tujhe Banaaya
Kitana Socha Hoga Phir Ye Rup Sajaaya
Ho..Lagata Hain Fursat Mein Rab Ne Tujhe Banaaya
Kitana Socha Hoga Phir Ye Rup Sajaaya
Rab Kaisa Hain Maine Usako Kab Dekha Hai
Par Teri Aankhon Mein Maine Rab Dekha Hai
Badi Chamak Hai Tere Iss Didaar Mein
Badi Chamak Hai Tere Iss Didaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein
Sona Chandi Kya Karenge Pyaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein

Janam Janam Ke Bandhan Tujhse Baandh Liye Hai
Faisale Kismat Ke Maine Maan Liye Hai
Ho..Janam Janam Ke Bandhan Tujhse Baandh Liye Hai
Faisale Kismat Ke Maine Maan Liye Hai
Kahaan Kisi Ki Hogi Jo Taqdir Hai Meri
Raanjhe Ki Uss Hir Se Sundar Hir Hai Meri
Raanjha Bol Rahaan Hai Mere Yaar Mein
Raanjha Bol Rahaan Hai Mere Yaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein
Sone Jaise Gun Hai Mere Yaar Mein.

Song Credits
Song: Sona Chandi (Original Motion Picture Soundtrack)
Singer(s): Udit Narayan & Alka Yagnik
Music: Udit Narayan, Alka Yagnik, Anand Raaj Anand
Lyrics: Dev Kohli
Label: IRS Digital
Album: Sona Chandi
Released: 2025
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sona Chandi (Original Motion Picture Soundtrack) Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Sona Chandi by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *