Tum Dil Ki Dhadkan Mein (Duet Version) Lyrics – Abhijeet & Alka Yagnik | Dhadkan

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, tum rehte ho

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Meri in saanson se kehte ho, kehte ho
Baahon mein aa jao, sapnon mein kho jao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Deewanon sa haal hua, humko unse pyaar hua
Deewanon sa haal hua, humko toh unse pyaar hua
Dheere se woh paas aaye, chupke se izhaar hua
Ab na kisi se darna hai, sang jeena marna hai
Ab na kisi se darna hai, sang jeena marna hai
Baahon mein aa jao, sapnon mein kho jao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Duniya ne thukraya hai bas tumne apnaya hai
Duniya ne thukraya hai bas tumne apnaya hai
Dil ko kitna chain mila sabne itna sataya hai
Apna hai ik sapna ik tu hi ho apna
Apna hai ik sapna ik tu hi ho apna
Aa ha ha aa ha ha sapnon mein kho jao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Rehte ho, rehte ho

Aye kya main hi kehta rahunga
Aur tum kuchh bhi nahin kahogi
Rehte ho, rehte ho
Kehte ho, kehte ho
Baahon mein aa jao sapnon mein kho jao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho
Bas tum rehte ho

Song Credits
Song: Tum Dil Ki Dhadkan Mein (Duet Version)
Singer(s): Abhijeet & Alka Yagnik
Music: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Dhadkan
Released: 2000
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tum Dil Ki Dhadkan Mein (Duet Version) Lyrics – Abhijeet & Alka Yagnik | Dhadkan by Abhijeet. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Abhijeet soulful songs!

Related Posts

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Pyar Hone Laga Hai Lyrics – Sonu Nigam & Alka Yagnik | Janasheen

Chehra Tumhara Hai Kitna Pyara, Dekhein Bina Mera Ho Na Gujara
Rab Ne Tumhein Bhi Kya Khub Banaya
Meri Najar Se Khud Ko Dekho Toh Yaara
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *