Tumpe Marne Lage Hain Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Shikaar

Tumpe Marne Lage Hei Hum Ishq Karne Lage Hei Hum
Tumpe Marne Lage Hei Hum Ishq Karne Lage Hei Hum
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan
Mere Dil Ki Lagi Ho Tum, Dil Mei Rehni Lagi Ho Tum
Mere Dil Ki Lagi Ho Tum, Dil Mei Rehni Lagi Ho Tum
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan
Mere Pehlu Mei Tum Dheere Se Aa Jao
Mere Pehlu Mei Tum Dheere Se Aa Jao
Mere Hasti Pe Tum Chupke Se Chaa Jao
Deewana Hoo Tera Deewana Hoon Mei
Mohabbat Ki Mujko Kasam
Meri Jaan Kitna Akela Hoon Mei
Bana Mujko Tera Sanam
Mera Waada Raha Hum Dum Pyaar Mera Na Hoga Kam
Mera Waada Raha Hum Dum Pyaar Mera Na Hoga Kam
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Apni Nazron Mei Tum Pehle Bharlo Mujko
Apni Nazron Mei Tum Pehle Bharlo Mujko
Apne Ankhon Mei Fir, Bandh Karlo Mujko
Meri Aarzoo Hei Tamanna Hei Tu
Tu Hei Mera Deewanapan
Tumhi Ko Tumhi Se Chura Loonga Mei
Yehi Socha Hei Jaaneman
Seene Mei Jab Talak Hei Dum, Kahenge Hum Yahi Har Dum
Seene Mei Jab Talak Hei Dum, Kahenge Hum Yahi Har Dum
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Jabse Jaana Tujko Tab Se Begaani Hoon
Jabse Jaana Tujko Tab Se Begaani Hoon
Ek Najar Dekh Le Itni Diwaani Hoon
Meri Chahato Ka Sila Mil Gayaa
Tu Jabse Mili Dilrooba
Mohabbat Ki Kitne Gul Khil Gaye
Maheken Lage Fiza
Tumhare Ho Gaye He Hum
Tumhaare Hi Rahenge Hum
Tumhare Ho Gaye He Hum
Tumhaare Hi Rahenge Hum
Soniye Heeriye Tenu Aur Ki Kahan
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan
Tumpe Marne Lage Hei Ishq Karne Lage Hei
Tumpe Marne Lage Hei Ishq Karne Lage Hei
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan
Soniya Saajana Tenu Aur Ki Kahan.

Song Credits
Song: Tumpe Marne Lage Hain
Singer(s): Udit Narayan & Alka Yagnik
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Dev Kohli
Label: T-Series
Album: Shikaar
Released: 2004
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tumpe Marne Lage Hain Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Shikaar by Alka Yagnik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alka Yagnik soulful songs!

Related Posts

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics – Alka Yagnik & Udit Narayan | Qayamat Se Qayamat Tak

Akele Hai To Kyaa Gam Hai
Chaahe To Humaare Bas Mein Kyaa Nahee
Bas Ek Jaraa Saath Ho Teraa
Tere To Hai Hum Kab Se Sanam
Akele Hai To Kyaa Gam Hai
Chaahe To…

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *