Dil Hai Bholaa Lyrics – Amit Mishra, Ravi Basrur, S. D. Burman | Dil Hai Bholaa (From “Bholaa”)

Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai
Chhoti Si Khwahish Liye Ghoomta Hai
Guzre Hue Waqt Ko Dhoondhta Hai
Toot Kar Aur Masoom Ho Jaata Hai
Dard Ko Bhi Yeh Maloom Ho Jaata Hai
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Bheegi Na Aankhein Iss Tarah Roya
Kaise Batayein Ke Kya Kya Hai Khoya
Aaj Phir Waqt Ki Kuchh Kami Si Lage
Saans Seene Mein Hai Par Thami Si Lage
Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Jo Bujhe Na Kabhi Yeh Woh Shola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bhola
Bholepan Ki Baatein Kare Har Ghadi
Farz Se Khwahish Par Humesha Ladi
Nanha Sa Ek Rishta Bulaye Kahin
Raaste Mein Hai Magar Mushkilein Badi
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Waqt Ne Bhed Jinka Hai Khola
Sar Se Paaon Talak Dil Hai Bholaa
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Aaj Phir Marne Ka Iraada Hai

Song Credits
Song: Dil Hai Bholaa
Singer(s): Amit Mishra, Ravi Basrur, S. D. Burman
Music: Amit Mishra, Ravi Basrur, S. D. Burman
Lyrics: Irshad Kamil, Shailendra
Label: Saregama
Album: Dil Hai Bholaa (From "Bholaa")
Released: 2023
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Dil Hai Bholaa Lyrics – Amit Mishra, Ravi Basrur, S. D. Burman | Dil Hai Bholaa (From “Bholaa”) by Amit Mishra. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amit Mishra soulful songs!

Related Posts

Jiss Waqt Tera Chehra Lyrics – Amit Mishra & Tarannum Malik | Jiss Waqt Tera Chehra

Jiss Waqt Tera Chehra
Jannat Mein Bana Hoga
Jis Waqt Tera Chehra
Jannat Mein Bana Hoga
Hooron Ne Subhan Allah
Subhan Allah Padha Hoga
Jis Waqt Tera…

Chand Jalne Laga Lyrics – Amit Mishra & Antara Mitra | Chand Jalne Laga

Mein agar jo dil tha
To tu saans thi
Ye pyari si yaari
Badi khass thi

Chhidak rahe the jis pe jaan
Usi ne jaan li
Tabah khud ko karne ki
Bhi dil ne than…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *