Kaise Bataun Tujhe Main Itna Kyun Chahun
Haal Main Dil Ka Khud Bhi Na Samajh Paun
Kaise Bataun Tujhe Main Itna Kyun Chahun
Haal Main Dil Ka Khud Bhi Na Samajh Paun
Tujhe Bhula Diya Hain Phir Bhi .
Meri Veeraniyo Mein Kyun Hai
Wajah Talaash Kar Raha Hoon
Kyun Meri Dhadkano Mein Yun Hai
Tujhe Bhula Diya Hain Phir Bhi
Meri Veeraniyo Mein Kyun Hain
Wajah Talaash Kar Raha Hoon
Kyun Meri Dhadkano Mein Yun Hai
Ashkon Ki, Baarishe
Palkon Pe Jam Gayi Hain
Thehra Hain, Rastaa
Manzil Tham Gayi Hain
Aahten, Teri Jo
Aaye Ek Pal Bhi
Rahon Mein, Sanse Ye
Chal Ke Ruk Gayo Hain
Zara Zara Si Khwahishe Bhi
Seene Mein Phir Se Chubh Rahi Hain
Teri Nazar ,Ka Wo, Ishara
Yadon Ko Meri Chhal Rahi Hain
Tujhe Bhula Diya Hain Phir Bhi
Meri Veeraniyo Mein Kyun Hain
Wajah Talaash Kar Raha Hoon
Kyun Meri Dhadkano Mein Yun Hai
Song Credits
Song: Tujhe Bhula Dia
Singer(s): Amit Mishra
Music: Sunil Devbanshi
Lyrics: Dheeraj Kumar
Label: TAG TUNES
Album: Tujhe Bhula Dia
Released: 2025
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Tujhe Bhula Dia Lyrics – Amit Mishra | Tujhe Bhula Dia by Amit Mishra. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amit Mishra soulful songs!


