MUKHDA
Dilbar ki aankhon ka
Deedaar na kiya
Kya khaak vo jiya
Jisne pyar na kiya) ×2
Na kiyaaaa
Na kiyaaaa
Jisne pyar na kiya
Kya kiyaa.. kya kiya
Kya kiyaaa
Jisne pyar na kiya
Aankhon ko aankhon se kisi ki
Chaar na kiya
Kya khaak vo jiya
Jisne pyar na kiya
ANTARA
(Pyar sachcha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye) ×2
Buzdilon ka nahin kaam ye
Pyar hai toh jigar chahiye
La la la la la la la la la ×3
La la la la la la la la la
Ishq hua par khul ke
izhaar na kiya
Kya khaak vo jiya
Jisne pyar kiya
Dilbar ki aankhon ka
Deedaar na kiya
Kya khaak vo jiya
Jisne pyar na kiya
Na kiyaaaa
Na kiyaaaa
Jisne pyar na kiya
Kya kiyaa.. kya kiya
Kya kiyaaa
Jisne pyar na kiya
Song Credits
Song: Dilbar Ki Aankhon Ka ( From "Thamma")
Singer(s): Amitabh Bhattacharya, Sachin-Jigar, Rashmeet Kaur, Jigar Saraiya
Music: Sachin-Jigar
Label: T-Series
Album: Dilbar Ki Aankhon Ka ( From "Thamma")
Released: 2025
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Dilbar Ki Aankhon Ka ( From “Thamma”) Lyrics – Amitabh Bhattacharya, Sachin-Jigar, Rashmeet Kaur, Jigar Saraiya | Dilbar Ki Aankhon Ka ( From “Thamma”) by Amitabh Bhattacharya. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amitabh Bhattacharya soulful songs!


