Hosh uda deta hai mera
Noor-e-mujassim aisa tera
Tera sarapa aisa hai humdum
Tera sarapa aisa hai humdum
Jaise chamke dhoop mein shabnam
Jabse hum hain tumse mile kasam
Hum rahe nahi hum
Ho kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Chehre pe tere hai roshan savera
Zulfon mein teri hai dilkash andhera
Jaane jaan lo meri jaan
Main tujhpe jaan de doon
Dil kya cheez hai
Dil ke saare armaan vaan de doon
Chehre pe tere hai roshan savera
Zulfon mein teri hai dilkash andhera
Meri nazar mein tu aisa hai jaanu
Rab jaane mera sacchi
Aur mere hi jaanu
Kya keh diya hai tumne yeh jaanam
Kya keh diya hai tumne yeh jaanam
Ho jabse hum hain tumse mile kasam
Hum rahe nahi hum
Ho kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
You’re my love
You’re my life
I can’t go on without you
By my side
To you I belong
Teri adayein humein bekhud banayein
Jadoo chalayein koyi jadoo chalayein
Dil ki baat meri dil ki baat
Jo tumne jaan li hai
Tumko kya khabar tumne jaan meri
Meri jaan li hai
Teri adayein humein bekhud banayein
Jadoo chalayein koyi jadoo chalayein
Mere khayalon mein din raat ho tum
Meri wafa ho mera sath ho tum
Kya keh diya hai tumne yeh jaanam
Kya keh diya hai tumne o jaanam
Ho jabse hum hain tumse mile kasam
Hum rahe nahi hum
Ho kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Tera sarapa aisa hai humdum
Tera sarapa aisa hai humdum
Jaise chamke dhoop mein shabnam
Jabse hum hain tumse mile kasam
Hum rahe nahi hum
Ho kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Song Credits
Song: Kiya Kiya
Singer(s): Anand Raaj Anand & Shweta Pandit
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Anjaan Sagri
Label: Times Music
Album: Welcome
Released: 2007
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Kiya Kiya Lyrics – Anand Raaj Anand & Shweta Pandit | Welcome by Anand Raaj Anand. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anand Raaj Anand soulful songs!


