Shaamat (Ankit Tiwari Version) Lyrics – Ankit Tiwari & Prince Dubey | Ek Villain Returns

Kiya mana maine phir bhi
Suni na tune ek meri

Kiya mana maine phir bhi
Suni na tune ek meri
Chala hai tu kar ne yaara
Wahi joh teri hain marzi

Mere dil dua tujhe
Dard ab na mile
Ho aaj yun tujhe milne
Mohabbat aayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hai

Dil ka chain raaton ki
Neendhe churaayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hai

Hum ko khabar ab hai kahan
Jaane kya ho raha yaha
Jabse mile ho tum mujhe
Ban gaye ho tum hi jahan

Aage jaane se pehle dil
Ek dafa sochley
Aaj yun tujhe milne
Mohabbat aayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hai

Dil ka chain raato ki
Neendhe churaayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hain

Dekha hain jabse tumhein
Haa tumko hi dekhte hain
Sochte hain kyun tumko
Itna zyaada sochte hain

Dar mein isko kisi ki
Yoon Nazar Na Lage
Ho aaj yun tujhe milne
Mohabbat aayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hai

Dil ka chain raaton ki
Neendhe churaayi hai
Lagta hain dil teri
Shaamat aayi hai

Song Credits
Song: Shaamat (Ankit Tiwari Version)
Singer(s): Ankit Tiwari & Prince Dubey
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Prince Dubey
Label: T-Series
Album: Ek Villain Returns
Released: 2022
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Shaamat (Ankit Tiwari Version) Lyrics – Ankit Tiwari & Prince Dubey | Ek Villain Returns by Ankit Tiwari. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Ankit Tiwari soulful songs!

Related Posts

Yaara Re Lyrics – KK & Ankit Tiwari | Roy

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ishare Bhi Chup Hain
Zubaan Khamosh Hai
Sadaa…

Pehli Dafa Lyrics – Ankit Tiwari, Souvviek Kabi, Ayush Soni, Khushbu Mayank | Pehli Dafa

Dekha tujhe jo pehli dafa
Betahasha ishq ho gaya
Tujh me dhalne lagi hai shaam
Din bhi tujhi se hone laga

Jane kab chupke se dil ka yeh milan
Dheere dheere…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *