Sheeshe Ka Samundar Lyrics – Himesh Reshammiya & Ankit Tiwari | The Xpose

Sheeshe Ka Samundar
Paani Ki Deewarein

Sheeshe Ka Samundar
Paani Ki Deewarein
Maaya Hai, Bharam Hai
Mohabbat Ki Duniya
Iss Duniya Mein Jo Bhi Gayaa
Woh To Gaya!

Ho..Sheeshe Ka Samandar
Paani Ki Deewarein
Maya Hai, Bharam Hai
Mohabbat Ki Duniya
Iss Duniya Mein Jo Bhi Gayaa
Woh To Gaya!

Ho..Sheeshe Ka Samundar
Paani Ki Deewarein

Barf Ki Reton Pe
Shararon Ka Thikana
Garm Sehraaon Mein
Narmiyon Ka Fasaana
Yaadon Ka Aaina
Uthta Hai Jahaan
Sach Ki Parchaaiyan
Har Jagah Aati Hai Nazar

Sone Ke Hain Baadal
Pattharon Ki Barish
Maya Hai, Bharam Hai
Mohabbat Ki Duniya
Iss Duniya Mein Jo Bhi Gayaa..
Woh To Gaya!

Ho..Seeshe Ka Samundar
Paani Ki Deewarein
Wo O O . . .

Dil Ki Iss Duniya Mein
Sarhadein Hoti Nahi
Dard Bhari Aankhon Mein
Raahatein Soti Nahi
Jitne Ehsaas Hain
An-Bujhi Pyaas Hai
Zindagi Ka Falsafa
Pyaar Ki Panahon Mein Chhupa

Dhoop Ki Hawaayein
Kaanton Ke Bageeche
Maya Hai, Bharam Hai
Mohabbat Ki Duniya
Iss Duniya Mein Jo Bhi Gayaa
Woh To Gaya!

Ho..Shishe Ka Samandar
Paani Ki Deewarein.

Song Credits
Song: Sheeshe Ka Samundar
Singer(s): Himesh Reshammiya & Ankit Tiwari
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan
Label: T-Series
Album: The Xpose
Released: 2014
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sheeshe Ka Samundar Lyrics – Himesh Reshammiya & Ankit Tiwari | The Xpose by Ankit Tiwari. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Ankit Tiwari soulful songs!

Related Posts

Yaara Re Lyrics – KK & Ankit Tiwari | Roy

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ishare Bhi Chup Hain
Zubaan Khamosh Hai
Sadaa…

Gore Mukhde Pe Zulfa Di Chaava Lyrics – Himesh Reshammiya, Aaman Trikha, Shreya Ghoshal, Shabab Sabri | Special 26

Chheti Chheti Chal Nahi Te, Chand Jag Javega
Kale Shamiyane Vich, Kora Nazar Aavega
Dede Tera Rang Tere Rang Rang Jaavega

Chitaa Jeya Roop Soniye
Ki Lewe Tu…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *