hmm mm mm aa aaaa aa aa ho oh oh ..
Tumhi Ne Meri Zindagi Kharaab Ki Hain
Tumhare Liye Hi Maine Sharaab Pi Hain
Tumhi Ne Meri Zindagi Kharaab Ki Hain
Tumhare Liye Hi Maine Sharaab Pi Hain
Tumhi Ne Meri…
Maine To Tumse Pyaar Kiya
Chahat Pe Yakeen Dildaar Kiya
Main Pagal ashiqui Bechara
Mujhe Hans Hans Ke Tumne Mara
Ae Kash Pata Pahle Hota
Hoke Barbaad Na Main Rota
Tumhi Ne Meri Zindagi Kharaab Ki Hain
Tumhare Liye Hi Maine Sharaab Pi Hain
Tumhi Ne Meri…
Koi Naa Puche Kyu Pita Hoon
Ab Pi Pi Ke Main Jita Hoon
Jo Aadat Pad Gayi Pine Ki
To Aag Bujhi Mere Sine Ki
In Hathon Mein Jab Jaam Mila
Mujhko Thoda Aaram Mila
Tumhi Ne Meri Zindagi Kharaab Ki Hain
Tumhare Liye Hi Maine Sharaab Pi Hain
Tumhi Ne Meri Zindagi Kharaab Ki Hain
Tumhare Liye Hi Maine Sharaab Pi Hain.
Song Credits
Song: Tumhi Ne Meri Zindagi
Singer(s): Babul Supriyo
Music: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Zee Music Co.
Album: Naseeb
Released: 1998
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Tumhi Ne Meri Zindagi Lyrics – Babul Supriyo | Naseeb by Babul Supriyo. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Babul Supriyo soulful songs!


