Shaapit Hua Kya Kya Hota Hain Lyrics – Chirantan Bhatt, Najam Sheraz, Aditya Narayan, Sunidhi Chauhan | Shaapit

Bhoolenge Na Ye Pal Jab Apne Pyaar Ka Beeta Kal
Shaapit Hua
Kya Kya Hota Hai Chahat Ki Anjaani Si Rahon Mein
Dekha Humne Jaa Kar Khud Apni Maut Ki Gufaaon Mein
Khatra Khatra Chilati Hai Andhkar Ki Har Deewar
Aaya Aashiq Shaapit Kar Ke Sun Kar Aashiq Ka Izhaar
Shaapit Hua Tere Pyaar Mein
Shaapit Hua Ikraar Mein
Shaapit Hua Tere Pyaar Mein
Shaapit Hua Ikraar Mein

Tujhe Ho Gaya Pyaar Pehna Gayi Woh Maut Ka Haar
Aur Main, Shaapit Hua
Sochne Ki Ye Baat Hai Jisme Na Jism Hai Na Jaan Hai
Uss Nirjeev Ke Jeevat Shraap Ne Cheenay Mere Praan Hai
Na Samjhe Woh Prem Na Premiyo Ki Judaai Ka Ehsaas
Karz Hai Muh Par, Mehbooba Ke Dhadakte Dil Ki Bhook Aur Pyaas
Shaapit Hua Tere Pyaar Mein
Shaapit Hua Ikraar Mein
Shaapit Hua Tere Pyaar Mein
Shaapit Hua Ikraar Mein
Tujhe Ho Gaya Pyaar
Pehna Gayi Woh Maut Ka Haar Aur Main, Shaapit Hua

Tere Pyaar Ke Jot Mujhe Iss Andhkaar Se Bachayegi
Woh Narjeev Tere Haathon Se Hi Mukti Paayegi
Aayega Woh Pal Jab Khushian Cheekengi Chilayengi
Tere Paas Tere Sapno Ki Rajkumari Aayegi
Baahon Mein Baahein, Haathon Mein Haath
Chahun Bas Tera Hi Saath, Har Din Har Raat

Bhoolenge Na Ye Pal Jab Apne Pyaar Ka Beeta Kal
Shaapit Hua
Shaapit Hua
Shaapit Hua
Shaapit Hua
Shaapit Hua.

Song Credits
Song: Shaapit Hua Kya Kya Hota Hain
Singer(s): Chirantan Bhatt, Najam Sheraz, Aditya Narayan, Sunidhi Chauhan
Music: Chirantan Bhatt, Najam Sheraz, Aditya Narayan
Label: T-Series
Album: Shaapit
Released: 2010
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Shaapit Hua Kya Kya Hota Hain Lyrics – Chirantan Bhatt, Najam Sheraz, Aditya Narayan, Sunidhi Chauhan | Shaapit by Aditya Narayan. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aditya Narayan soulful songs!

Related Posts

Picnic Mein Ho Gaya (From “Aakrosh”) Lyrics – Aditya Narayan, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy, Anand Raaj Anand | 90’s Hits Of Shilpa Shetty

Sir bhi ruthe ruthe hain
Teacher bhi ruthi ruthi hain
Picnic mein nahin koi shor
Ham to ho gaye bore

Sir bhi ruthe ruthe hain
Teacher bhi ruthi ruthi hain
Sir…

Main Nikla Gaddi Leke Lyrics – Mithoon, Udit Narayan, Aditya Narayan | Gadar 2

…main uthe dil chhod aaya

Main niklaa, oh, gaddi leke
Main niklaa, oh, gaddi leke

Ikk modh aaya main uthe dil chhod aaya
Rabb jaane kab guzara…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *