Bande ki kya zubaan harr jagah hai dogle
Seene mein dil nahi raha sabhi yeh khokle
Yeh karte bol-bachchan aake online par
Asliyat mein marta banda road pe hi chhodate
Achche waqt mein sabhi burey samay mein kaun hai?
Taalion mein hai awaaz dard mera maun hai
Dekhke bhi undekha yeh karti hai nazar
Meri hai bas yeh aankhein teri soch puri blur
Blur…teri soch hi blur hai
Blur…shaitaan ka ghar hai
Blur…kis baat ka darr hai
Duniya ke baaton ki na ghanta fikar hai
Blur…teri soch hi blur hai
Blur…shaitaan ka ghar hai
Blur…kis baat ka darr hai
Duniya ke baaton ki na ghanta fikar hai
Kitne apne kitne chor, pain mera ab karega roar
Kategi teri bhi ticket ab, chattaan mann bana kathor
Todne ko chali matlabi rishton ki main yeh rassiyaan
Uthengi haathon se meri yeh ab teri khushi ki asthiyaan
Mann ki aankhein sacchi hai aur inki baatein jhhut
Jinko tha bachaya wohi bandey jaatey loot
Inke boye beej ka inhe milega fruit
Abki baari dekho yeh naari karegi sabko mute
Achche waqt mein sabhi burey samay mein kaun hai?
Taalion mein hai awaaz dard mera maun hai
Dekhke bhi undekha yeh karti hai nazar
Meri hai bas yeh aankhein teri soch puri blur
Blur…teri soch hi blur hai
Blur…shaitaan ka ghar hai
Blur…kis baat ka darr hai
Duniya ke baaton ki na ghanta fikar hai
Blur…teri soch hi blur hai
Blur…shaitaan ka ghar hai
Blur…kis baat ka darr hai
Duniya ke baaton ki na ghanta fikar hai

Song Credits
Song: Blurr Title Track – Female Version
Singer(s): Dee MC & Shivangi Bhayana
Music: Rishi Dutta, Shivangi Bhayana
Lyrics: Akshay The One
Label: Zee Music Co.
Album: Blurr
Released: 2022
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Blurr Title Track – Female Version Lyrics – Dee MC & Shivangi Bhayana | Blurr by Dee MC. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Dee MC soulful songs!