Guzarish Lyrics – Javed Ali | Ghajini

Hmmm Mmm Mm Mm Hmm Mm Mm Mm Mm Mm……….

Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas, Tu Aa Gayi Mann Ko Raas Raas, Abb Toh
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas, Tu Aa Gayi Mann Ko Raas Raas
Abb Toh Tu Aaja Paas Paas, Hai Guzaarish
Hain Haal To Dil Ka Tang Tang, Tu Rang Ja Mere Rang Rang
Bas Chalana Mere Sang Sang, Hai Guzaarish
Kehde Tu Haan Toh Jindagi, Chaano Se Chhutke Hasegi
Moti Honge Moti Raaho Mein Yeah Yeah Yeah
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas, Tu Aa Gayi Mann Ko Raas Raas
Abb Toh Tu Aaja Paas Paas, Hai Guzaarish

Shishe Ke Khwaab Leke, Raato Mein Chal Raha Hu,
Takara Naa Jaau Kahin
Aasha Ki Rahe Roshan, Phir Bhi Tufaa Kaa Darr Hain
Lau Bhuj Naa Jaye Kahin
Bas Ek Haa Ki Guzaarish, Phir Hogi Khushiyo Ki Baarish
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas, Tu Aa Gayi Mann Ko Raas Raas
Abb Toh Tu Aaja Paas Paas, Hai Guzaarish
Hmmm Mmm Mm Mm Hmm Mm Mm Mm Mm Mm……….
O Ho Oh Oh…….
Chanda Hain Aasman Hain, Aur Baadal Bhee Ghane Hain
Yeh Chanda Chhup Jaaye Naa
Tanhaayi Das Rahi Hain, Aur Dhadkan Badh Rahi Hain
Ek Pal Bhi Chain Aaye Naa
Kaisi Ajab Dastaan Hain, Bechainiyaan Bas Yahaaa Hai
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas, Tu Aa Gayi Mann Ko Raas Raas
Abb Toh Tu Aaja Paas Paas, Hai Guzaarish
Hain Haal To Dil Ka Tang Tang, Tu Rang Ja Mere Rang Rang
Bas Chalana Mere Sang Sang, Hai Guzaarish
Kehde Tu Haan Toh Jindagi, Zharano Se Chhutke Hasegi
Moti Honge Moti Raaho Mein Yeah Yeah Yeah
Tu Meri Adhuri Pyaas Pyaas
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm……….

Song Credits
Song: Guzarish
Singer(s): Javed Ali
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Prasoon Joshi
Label: T-Series
Album: Ghajini
Released: 2008
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Guzarish Lyrics – Javed Ali | Ghajini by Javed Ali. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Javed Ali soulful songs!

Related Posts

Yaara Lyrics – Javed Ali & Aakanksha Sharma | Yaara

Main Teri Hoon Tu Mera Hai
Baaki Sab Harjaai
Kinna Tenu Chahti Hoon
Tenu Pata Vi Nai O Mahi

Main Teri Hoon Tu Mera Hai
Baaki Sab Harjaai
Kinna Tenu Chahti…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *