Tum Hi Aana Lyrics – Payal Dev & Jubin Nautiyal | Marjaavaan

Tere jaane ka gham aur na aane ka gham
Phir zamane ka gham, kya karein?
Raah dekhe nazar raat-bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bahut aayi-gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke
Nahin laana, tum hi aana
Meri dehleez se hokar
Bahaarein jab guzarti hain
Yahaan kya dhoop, kya saawan
Hawaayein bhi barasti hain
Humein poochho, “Kya hota hai”
“Bina dil ke jiye jaana”
Bahut aayi-gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Koi toh raah woh hogi
Jo mere ghar ko aati hai
Karo peechha sadaaon ka
Suno kya kehna chahti hai
Tum aaoge mujhe milne
Khabar yeh bhi tum hi laana
Bahut aayi-gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Marjaavaan
Marjaavaan

Song Credits
Song: Tum Hi Aana
Singer(s): Payal Dev & Jubin Nautiyal
Music: Payal Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa
Label: T-Series
Album: Marjaavaan
Released: 2020
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tum Hi Aana Lyrics – Payal Dev & Jubin Nautiyal | Marjaavaan by Jubin Nautiyal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Jubin Nautiyal soulful songs!

Related Posts

Allah De Bande Lyrics – Mithoon, Jubin Nautiyal, Aaman Trikha | Gumraah

Tere ehsas se
Mere ehsas hain
Tere lamhaat se
Mere lamhaat hain
Mere shikve hai woh
Jo tere hain gile
Jo tujhko ho sukoon
To mujhko chain mile
Sun allah de…

Gone Girl Lyrics – Badshah & Payal Dev | BADSHAH’s HITLIST

Baithi Baithi Mein Toone Aag Bhar Di
Khali Bottle Mein Sharaab Bhar Di
Teri Kasam Bilkul Seedhi Saadhi Thi Main
Toone Ladki Kharaab Kar Di

Ek Baat Samajh Le…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *