Main Duniya Bhula Doonga Lyrics – Anuradha Paudwal & Kumar Sanu | Aashiqui: Super Jhankar Beat

Main duniya bhula doongaa, teri chahat main
Main duniya bhula doongaa, teri chahat main

O dushman zamana, mujhe naa bhulaanaa
Main khud ko mitaa doongaa, teri chahat main

Main duniyaa bhula duungi teri chaahat mein
Main duniyaa bhula duungi teri chaahat mein

Tera saath chhootaa, ye vaadaa jo toota
Main khud ko mitaa duungi teri chaahat mein
Main duniya bhula doongaa, teri chahat main

Meri saansein, teri khushboo
Mere dil main, teri dhadkan
Meri mehafil, teri baathen
Meri aankhen tera darpan

Bin tere kuch bhee nahin main
Bin tere kuch bhee nahin main
Main har gam utaa loongee teri chaahat mein

Tera saath chhootaa, ye vaadaa jo toota
Main khud ko mitaa duungi teri chaahat mein
Main duniya bhula doongaa, teri chahat main

Seene se, lag ja tu
Main hoon tera, divaana
Mujhe tujhse, milane se
Rokegaa, kya zamana

Chhodunga naa saath tera
Chhodunga naa saath tera
Main sab kuch lutaa doongaa, teri chahat main

O dushman zamana, mujhe naa bhulaanaa
Main khud ko mitaa doongaa, teri chahat main
Main duniyaa bhula duungi teri chaahat mein

Tera saath chhootaa, ye vaadaa jo toota
Main khud ko mitaa duungi teri chaahat mein
Main duniya bhula doongaa, teri chahat main
Teri chaahat mein haan teri chaahat mein

Song Credits
Song: Main Duniya Bhula Doonga
Singer(s): Anuradha Paudwal & Kumar Sanu
Music: Super Cassettes Industries Private Limited
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Aashiqui: Super Jhankar Beat
Released: 1993
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Main Duniya Bhula Doonga Lyrics – Anuradha Paudwal & Kumar Sanu | Aashiqui: Super Jhankar Beat by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *