Mera Mulk Mera Desh Lyrics – Kumar Sanu & Aditya Narayan | Diljale

Sham tuje pata hai?
Tumhare babuji ko kabhi pyaar ka paigam bhejna hi nahi aaya
Kya kehti hu shamu ki ma
Aur kya aap ko jab bhi pyaar jatana hota tha
Hindustan ka jhanda bhej dete the
Ma janti ho?
Babuji ne sabse zyada pyaar kisse kiya hai?
Is mulk se is desh se
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Iske vaaste nisaar hai mera tan mera man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Iski mittee se bane tere mere ye badan
Iski dharti tere mere vaaste gagan
Isane hee sikhaya hamko jeene ka chalan jeene ka chalan
Iske vaaste nisaar hai mera tan mera man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Apanae is chaman ko swarg hum banaayenge
Konaa konaa apanae desh ka sajaayenge
Jashn hoga zindagi ka honge saba magan honge saba magan
Iske vaaste nisaar hai mera tan mera man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera ye vatan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Iske vaaste nisaar hai mera tan mera man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
Ai vatan ai vatan ai vatan
Jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man

Song Credits
Song: Mera Mulk Mera Desh
Singer(s): Kumar Sanu & Aditya Narayan
Music: Anu Malik
Lyrics: Javed Akhtar
Label: T-Series
Album: Diljale
Released: 1996
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Mera Mulk Mera Desh Lyrics – Kumar Sanu & Aditya Narayan | Diljale by Aditya Narayan. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aditya Narayan soulful songs!

Related Posts

Mat Poochh Mere Mehboob Lyrics – Anand-Milind, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Mukul Agarwal | Hasti

मत पूछ मेरे महबूब सनम, तुझे कितना प्यार मैं करता हूँ
मत पूछ मेरे महबूब सनम, तुझे कितना प्यार मैं करता हूँ
तेरे प्यार में जीता-मरता हूँ, तेरे प्यार में…

Jab Se Hum Tere Lyrics – Kumar Sanu & Alka Yagnik | Krantiveer

Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqi ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqi ka maza aa gaya
Pyar ko bandagi jab se mana
Pyar ko bandagi jab se…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *