Yaaron Rab Se Dua Karo Lyrics – Akhil Sachdeva, Meet Bros, Nikhil-Vinay | Yaaron Rab Se Dua Karo

Dil bata na dillagi kar ke bhala hai kya mila
Chaar din ka ishq tha aur umra bhar ka gham mila
Aa he jata hai zubaan par naam uska kya karoon
Khatam hota he nahi hai dard ka ye silsila
Gham khushi sab ek lagte kaise farq bataaon
Yaaron rab se dua karo main usko bhool jaaon
Yaadon ke sailaab se kaise apni jaan bachaoon
Yaaron rab se dua karo main usko bhool jaaon

Zindagi le kar ke aayi jaane kaise mod per
Ek tinke ka sahara bhi nahi aata nazar
Ishq mein barbaad hona khushanaseebi hai magar
Kya mila itna bata de mere dil ko tod kar
Chahoon bhi to apni koi ghalti dhoond na paaon
Yaaron rab se dua karo main usko bhool jaaon
Kab taq yaad karoon main usko
Kab taq ashq bahaoon
Yaaron rab se dua karo main usko bhool jaaon

Teri yaad zehan se jaye na na jaye na
Kuch raah samajh mein aaye na aaye na
Ek lamhe mein sau baar maroon main
Saans per ye chalti rehti
Ye ishq kiya kyon soch raha hoon bas
Her pal khud ko kos raha hoon bas
Roz roz ki uljhan se main chutkara kaise paaon
Ishq aankhon se bahe hai kaise ise chipaaoon

Yaaron mil ke dua karo main usko bhool jaaon
Kab taq yaad karoon main usko
Kab taq ashq bahaoon
Yaaron rab se dua karo main usko bhool jaaon

Song Credits
Song: Yaaron Rab Se Dua Karo
Singer(s): Akhil Sachdeva, Meet Bros, Nikhil-Vinay
Music: Akhil Sachdeva
Lyrics: Mr. Rashmi Virag, Praveen Bhardwaj
Label: T-Series
Album: Yaaron Rab Se Dua Karo
Released: 2021
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Yaaron Rab Se Dua Karo Lyrics – Akhil Sachdeva, Meet Bros, Nikhil-Vinay | Yaaron Rab Se Dua Karo by Akhil Sachdeva. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Akhil Sachdeva soulful songs!

Related Posts

O Saajna Lyrics – Akhil Sachdeva | Broken But Beautiful Season 2

Na Naa Na..
O Ho Ooo O…
Na Naa Na..

O Saajna
Tere Ishq Ch Beh Ke
Duniya Di Khair Main
Bhool Hi Gaya

Ishq Sataye Ishq Rulaye
Ishq Ch Aake Main Taan
Rul Hi…

Main Teri Hi Rahoon Lyrics – Akhil Sachdeva & Shirley Setia | Chhatriwali

Ik tu hi hai jagah meri
Meri dil me jo basi
Tujhse hi to mile mujhe
Meri jine ke khushi
Kyun lagti hai badi mujhe
Har pal teri kami
Ab kehti re vo bate jo
Tere…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *