Tune Pyar Ki Been Bajai Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Aayee Milan Ki Raat

Tune Pyar Ki Tune Pyar Ki Been Bajayi
Main Daudi Chali Aayi Main Bhagi Chali Aayi
Tune Pyar Ki Been Bajayi
Main Daudi Chali Aayi Main Bhagi Chali Aayi
Tune Dil Se Jo Mujhko Bulaya
Tune Dil Se Jo Mujhko Bulaya
Main Dauda Chala Aaya Main Bhaga Chala Aaya

Saara Saara Din Teri Yad Sataye
Raat Ko Nind Na Aaye
Saara Saara Din Teri Yad Sataye
Raat Ko Nind Na Aaye
Banwri Ho Gayi Preet Me Teri
Dil Kahi Chain Na Paye
Tune Aisi Lagan Lagayi Tune Aisi Lagan Lagayi
Main Daudi Chali Aayi Main Bhagi Chali Aayi

Aaja Tujhe Been Main Apni Banalu
Apane Labon Se Lagalu
Aaja Tujhe Been Main Apni Banalu
Apane Labon Se Lagalu
Main Tujhe Dekhu Tu Mujhe Dekhe
Ankhon Me Aise Basalu
Tune Apna Mujhko Banaya
Tune Apna Mujhko Banaya
Main Dauda Chala Aaya Main Bhaga Chala Aaya

Tera Mera Pyar Hai Sadiyon
Purana Jane Na Jane Jamana
Tera Mera Pyar Hai Sadiyon
Purana Jane Na Jane Jamana
Wada Kiya Hai Saath Rahenge
Wada Bhool Na Jana
Tere Pyar Me Duniya Bhulayi
Tere Pyar Me Duniya Bhulayi
Main Daudi Chali Aayi Main Bhagi Chali Aayi
Tune Dil Se Jo Mujhko Bulaya
Main Dauda Chala Aaya Main Bhaga Chala Aaya
Tune Pyar Ki Tune Pyar Ki Been Bajayi
Main Daudi Chali Aayi Main Bhagi Chali Aayi

Song Credits
Song: Tune Pyar Ki Been Bajai
Singer(s): Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Music: Anand-Milind
Lyrics: Sameer
Label: T-Series
Album: Aayee Milan Ki Raat
Released: 1990
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tune Pyar Ki Been Bajai Lyrics – Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz | Aayee Milan Ki Raat by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

Related Posts

Jaate Ho Pardesh Piya Lyrics – Anuradha Paudwal & Nitin Mukesh | Jeena Teri Gali Mein

Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Jaate Ho Pardesh Piya Jaate Hi Khat Likhna
Dekho Tum Bhi Khat Mera Dekho Tum Bhi Khat Mera
Paate Hi Khat…

Teri Payal Baji Jahan Lyrics – Mohammed Aziz & Anuradha Paudwal | Bade Ghar Ki Beti

Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chhama chham chham
Chham chham chham

Teri payal baji jahan main pagal hua…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *