Kaun Tujhe Lyrics – Palak Muchhal | M.S. Dhoni – The Untold Story

tu aata hai sine me jab jab saanse bharti hu
tere dil ki galiyo se main har roz guzarti hu
hawa ke jaise chalta hai tu, main ret jaisi udti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
meri nazar ka safar tujhpe hi aake ruke
kehne ko baaki hai kya, kehna tha jo keh chuke
meri nigaahe hain teri nigaho ki
tujhe khabar kya be-khabar
main tujhse hi chhup chhup kar teri aankhe padhti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
tu jo mujhe aa mila, sapne huye sirphire
hatho me aate nahi, udte hain lamhe mere
meri hansi tujhse, meri khushi tujhse
tujhe khabar kya be-kadar
jis din tujhko na dekhu, pagal pagal phirti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu

Song Credits
Song: Kaun Tujhe
Singer(s): Palak Muchhal
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Label: T-Series
Album: M.S. Dhoni – The Untold Story
Released: 2016
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Kaun Tujhe Lyrics – Palak Muchhal | M.S. Dhoni – The Untold Story by Palak Muchhal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Palak Muchhal soulful songs!

Related Posts

Jab Se Mera Dil Lyrics – Palak Muchhal, Armaan Malik, Sanjeev-Darshan, Sandeep Nath | Amavas

Dil Ko Dil Se Kuch Hai Kehna
Dil Se Ab Na Door Rehna
Dil Ki Bas Yahi Guzarish Hai
Dhadkanon Ki Sunne Baatein
Jo Labon Se Keh Na Pate
Dil Ki Bas Yahi Guzarish…

Dekha Hazaro Dafaa Lyrics – Arijit Singh & Palak Muchhal | Rustom

Dekha hazaron dafa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch aap mein baat aisi hai

Lekar ijazat ab aap se
Saansein ye aati jaati…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *