Faaslon Mein Batt Sake Na
Hum Juda Hoke
Main Beechhad Ke Bhi Raha
Poora Tera Hoke
Faaslon Mein Batt Sake Na
Hum Juda Hoke
Main Beechhad Ke Bhi Raha
Poora Tera Hoke
Kyun Mere Kadam Ko
Aag Ka Driya Roke
Kyun Hamko Milne Se
Yeh Dooriyan Roke
Ab Ishq Kya Tumse Karein
Hum Sa Koi Hoke
Saans Bhi Na Le Sake
Tumse Alag Hoke
Main Rahun Kadamo Ka Tere
Humsafar Hoke
Dard Saare Mit Gaye
Humdard Jab Se Tu Mila
Kyun Sab Humse Jal Rahe Hain,
Kyun Hum Unko Khal Rahe Hain,
Haan Ye Kaisa Junoon Sa Hai,
Hum Ye Kis Raah Chal Rahe Hain,
Haan Meri Is Baat Ko Tum,
Zehan Mein Rakhna,
Pul Hoon Dariya Ka Main,
Tu Mujhpe Hi Bas Chalna,
Har Janam Mein Ishq Banke,
Hi Mujhe Milna
Teri Saanson Se Hai
Meri Dhadkanon Ke Kafile,
Hmm…….hmmmm
Faaslon Mein Bant Sakey Naa,
Hum Judaa Hokey,
Main Bishad Ke Bhi Rahaa,
Poora Tera Hokey,
Main Rahun Teri Zameen Ka Asmaan Hoke,
Main Bichhad Ke Bhi Raha, Pura Tera Hoke,
Aur Main Nahin Hargiz Rahunga Dastaan Hoke
Hmm…….hmmmm
Song Credits
Song: Faaslon Mein
Singer(s): Sachet Tandon
Music: Sachet-Parampara
Lyrics: Shabbir Ahmed
Label: T-Series
Album: Baaghi 3
Released: 2020
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Faaslon Mein Lyrics – Sachet Tandon | Baaghi 3 by Sachet Tandon. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Sachet Tandon soulful songs!

