Mai uske liye mar chuki hun
Vo bhi aapki yaadon mein pal pal mar raha hai
To keh do usse
Ki un yaadon ki chita banake jala de
Us chita se uth ta dhuan bhi aapke pyaar ka hi hoga
Aitbar nahin karna
Intezar nahin karna
Aitbar nahin karna
Intezar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Ikraar nahin karna
Jaan nisar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Manzilein bichhad gayi
Raaste bhi kho gaye
Aaye phir na laut ke
Jo deewane ho gaye
Chaahaton ki bebasi
Dooriyon ke gham mile
Bekaraariyan mili
Chain yaar kam mile
Bekaraar nahin karna
Intezar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Koi to wafa kare
Koi to jafaa kare
Kisko hai pata yahan
Kaun kya khata kare
Aisa na ho ishq mein
Koi dil ko tod de
Beech raah mein sanam
Tera saath chhod de
Izhaar nahin karna
Intezar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Aitbar nahin karna
Intezar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Song Credits
Song: Aitbaar Nahi Karna
Singer(s): Abhijeet & Sadhana Sargam
Music: Abhijeet, Sadhana Sargam, Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Ishtar Music Pvt. Ltd.
Album: Qayamat (Original Motion Picture Soundtrack)
Released: 2003
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Aitbaar Nahi Karna Lyrics – Abhijeet & Sadhana Sargam | Qayamat (Original Motion Picture Soundtrack) by Abhijeet. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Abhijeet soulful songs!


