Aashiq Surrender Hua Lyrics – Amaal Mallik & Shreya Ghoshal | Badrinath Ki Dulhania

Jo bhida tere..
Jo bhida tere naino se tanka
Toh aashiq surrender hua
Jo bhida tere naino se tanka
Toh aashiq surrender hua

Tune sharma ke window se jhanka
Toh aashiq surrender hua
Aa sun o ri gori
Mohabbat mein tohri
Na jaane kab June se December hua

Tune English mein
Tune English mein jab humko danta
Toh aashiq surrender hua
Pyar se maara gaalon pe chanta
Toh aashiq surrender hua

Jo bhida tere naino se..

Hey look mera ye awesome
Adayein beautiful hai
Jaanti hoon main tujhe
Tu kitna bloody fool hai, oye!

Hey look mera ye awesome
Adayein beautiful hai
Jaanti hoon main tujhe
Tu kitna bloody fool hai
Tu kitna bloody fool hai..

Are shadiyon ka season
Na April Fool hai
Kaise hum keh de
Ki haan ji haan qubool hai

Innocency se face maine dhanka
Toh aashiq surrender hua
Jo bhida mere…
Jo bhida mere naino se tanka
Toh aashiq surrender hua
Surrender hua…

Are bhagyewan maan bhi ja
Ladna befizool hai
Pyaar dikhe na kya
Aankhon mein padi dhool hai
Pyaar dikhe na kya
Aankhon mein padi dhool hai..

Are Taj Mahal banwana
Shah Jahan ki bhool hai
Uske pas paisa
Apne haath mein toh phool hai

Tune gusse mein..
Tune gusse mein phone mera kaata
Toh aashiq surrender hua

Jo bhida mere… aye mister
Jo bhida mere naino se tanka
Toh aashiq surrender hua
Haan surrender hua…
Ho surrender hua..
Are surrender hua..

Song Credits
Song: Aashiq Surrender Hua
Singer(s): Amaal Mallik & Shreya Ghoshal
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Shabbir Ahmed
Label: T-Series
Album: Badrinath Ki Dulhania
Released: 2017
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Aashiq Surrender Hua Lyrics – Amaal Mallik & Shreya Ghoshal | Badrinath Ki Dulhania by Amaal Mallik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amaal Mallik soulful songs!

Related Posts

Janeman Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Aryan: Unbreakable

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do…

Gore Mukhde Pe Zulfa Di Chaava Lyrics – Himesh Reshammiya, Aaman Trikha, Shreya Ghoshal, Shabab Sabri | Special 26

Chheti Chheti Chal Nahi Te, Chand Jag Javega
Kale Shamiyane Vich, Kora Nazar Aavega
Dede Tera Rang Tere Rang Rang Jaavega

Chitaa Jeya Roop Soniye
Ki Lewe Tu…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *