Abhi Abhi Lyrics – KK & Shreya Ghoshal | Jism 2

Abhi Abhi To Mile Ho, Abhi Na Karo Chhutne Ki Baat
Abhi Abhi To Pasand Aaye Ho, Abhi Abhi Ruthne Ki Baat
Abhi Abhi To Roshni Aayi Abhi Na Karo Muh Chhupane Ki Baat
Abhi Abhi Jindagi Suru Hai Abhi Abhi Tham Jane Ki Bat
Ham To Haare, Mahiya Re Munde Naina Neend Te Haare
Ham To Haare, Mahiya Re Munde Naina Neend Te Haare

Teri Bajuo Me Meri Chahte Samaye
Teri Dhadkano Ko Meri Dhadkane Sunaye
Teri Khwahiso Se Meri Khwahise Riha Hai
Teri Karwato Se Meri Dasta Bayaan Hai
Kya Sukun Kya Junnu Hamnawa
Abhi Abhi Dil Ki Suni Hai, Abhi Na Karo Jimane Ki Baat
Abhi Abhi Baate Ruki Hai, Abhi Abhi Dohrane Ki Baat
Abhi Abhi Awaragi Aayi, Abhi Na Karo Sambhalne Ki Baat
Abhi Abhi Jindagi Suru Hai, Abhi Abhi Tham Jane Ki Baat
Wo Juban To Bewajah Ho, Ke Gujare Bin Tumhare Jiski Raat
Wo Juban To Bewajah Ho, Ke Gujare Bin Tumhare Jiski Raat

Teri Bajuo Me Meri Chhahte Samaye
Teri Dhadkano Ko Meri Dhadkane Sunaye
Teri Khwahiso Se Meri Khwahise Riha Hai
Teri Karwato Se Meri Dasta Bayaan Hai
Kya Sukun Kya Junnu Hamnawa
Ham To Haare, Mahiya Re Munde Naina Neend Te Haare
Ham To Haare, Mahiya Re Munde Naina Neend Te Haare

Song Credits
Song: Abhi Abhi
Singer(s): KK & Shreya Ghoshal
Music: Arko
Lyrics: Munish Makhija
Label: T-Series
Album: Jism 2
Released: 2012
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Abhi Abhi Lyrics – KK & Shreya Ghoshal | Jism 2 by KK. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and KK soulful songs!

Related Posts

Janeman Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Aryan: Unbreakable

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do…

Yaara Re Lyrics – KK & Ankit Tiwari | Roy

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ishare Bhi Chup Hain
Zubaan Khamosh Hai
Sadaa…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *