Jugraafiya Lyrics – Udit Narayan & Shreya Ghoshal | Super 30

Jabse Hua Tere Nazdeek Hai
Dil Ke Mohalle Mein Sab Theek Hai
Jabse Hua Tere Nazdeek Hai
Dil Ke Mohalle Mein Sab Theek Hai

Zara Sa Kitabon Mein Kam Dhyan Hai
Zyada Tere Khayalon Mein Hai
Tujhse Jo Milke Maza Hai
Kahan Woh Ganit Ke Sawaalon Mein Hai

Karke Gustakhiyan, Maange Na Maafiyan
Teri Chahat Ne Badla Mere Dil Ka Jugraafiya
Karke Gustakhiyan, Maange Na Maafiyan
Teri Chahat Ne Badla Mere Dil Ka Jugraafiya

Cycle Par Leke Jaunga
Samose Garam Khilaunga
Main Kar Vaada Shanivaar Ko
Bhagwan Ke Bharose
Chhod Ke Samose
Bhool Jayein Somvaar Ko

Tere Liye Ghar Se Nikalti Hoon
Jab Kehta Hai Milti Hoon
Ghar Waalon Se Chhup Ke Tujhe
Parwaah Nahi Hai Meri
Zyadati Hai Teri
Kya Samajh Rakha Hai Pyaar Ko

Tujhe Kis Tarah Bataun Main
Kitna Zaroori Tera Pyar Hai
Mere Andhiyare Se Jivan Mein
Tu Hi Safedi Ki Chamkaar Hai

Karke Gustakhiyan, Mange Na Maafiyan
Teri Chahat Ne Badla Mere Dil Ka Jugraafiya

Jag Ko Main Genius Lagta Hoon
Chehra Yeh Serious Rakhta Hoon
Andar Se Dil-Phenk Hoon
Maana Hoon Chhote Ghar Ka
Jeb Se Hoon Kadka
Ladka Main Bada Hi Nek Hoon

Tere Chehre Pe Saare Marte Hain
Baaqi Ladke Bhi Vaade Karte Hain
Lekin Nibhate Nahin
Mauke Pe Kaam Aaye
Vaada Jo Nibhaye
Eklota Main Hi Ek Hoon

Mat Ghabarana Mahurat Hamare Milan Ka Nikat Hai Piya
Bas Ek Googly Se Papa Ka Tujhko Girana Wicket Hai Piya

Karke Gustakhiyan, Mange Na Maafiyan
Teri Chahat Ne Badla Mere Dil Ka Jugraafiya

Song Credits
Song: Jugraafiya
Singer(s): Udit Narayan & Shreya Ghoshal
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Label: Zee Music Co.
Album: Super 30
Released: 2019
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Jugraafiya Lyrics – Udit Narayan & Shreya Ghoshal | Super 30 by Shreya Ghoshal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Shreya Ghoshal soulful songs!

Related Posts

Kya Hai Pyar Bataao Naa Lyrics – Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy | Pardesi Babu

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai…

Kaise Tumhe Lyrics – Udit Narayan & Alka Yagnik | Humko Tumse Pyar Hai

Shikwa Hain Jindagi Se Tumse Gila Nahi
Main Khud Se Hi Khafa Hu, Tumse Khafa Nahi
Umm Umm…….

Kaise Tumhe Batao Mera Dil Hain Bekarar
Kaise Tumhe Batao Mera…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *