Ek Ladki Chahiye Lyrics – Sonu Nigam & Jaspinder Narula | Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta

Ek Ladki Chahiye Khas Khas, Par Ho Woh M.A. Pass Pass
Laakhon Mein Ek Hasina Ho, Har Waqt Rahe Mere Aas Paas
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fy Ek Lugayi Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fy Ek Lugayi Chahiye
Ek Ladka Chahiye Khas Khas, Ho L.L.B.A Pass Pass
Lakhon Mein Ek Deewana Ho, Har Waqt Rahe Mere Aas Paas
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye

Gol Gol Chehra Ho Aankhein Bilauri
Allahamiya Bhej Koyi Roop Ki Tijori
Gol Gol Chehra Ho Aankhein Bilauri
Allahamiya Bhej Koyi Roop Ki Tijori
Ho Mere Rabba Karishma Dikha De
Kisi Dilwale Se Kundali Mila De
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye

Dil Mera Kehta Hain Ladka Ho Aisa
Saare Shaher Mein Na Ho Koyi Waisa
Hai Sone Ka Bangla Ho Chandi Ki Gaadi
Lakh Sawa Lakh Ki Usne Bandhi Ho Saree
Rab Di Kasam Nahi Chodunga Mauka
Jaane Na Dunga Mile Ek Baari
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fy Ek Lugayi Chahiye
Mujhko Aisi Hi Fy Ek Lugayi Chahiye
Ek Ladka Chahiye Khas Khas, Ho L.L.B.A Pass Pass
Lakhon Mein Ek Divana Ho, Har Waqt Rahe Mere Aas Pass
Uska Standard Bhi High Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye
Mujhko Aisa Hi Fy Chandmaahi Chahiye
Hi Fy Ek Lugayi Chahiye

Song Credits
Song: Ek Ladki Chahiye
Singer(s): Sonu Nigam & Jaspinder Narula
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Dev Kohli
Label: T-Series
Album: Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta
Released: 2001
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Ek Ladki Chahiye Lyrics – Sonu Nigam & Jaspinder Narula | Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta by Jaspinder Narula. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Jaspinder Narula soulful songs!

Related Posts

Pyar Hone Laga Hai Lyrics – Sonu Nigam & Alka Yagnik | Janasheen

Chehra Tumhara Hai Kitna Pyara, Dekhein Bina Mera Ho Na Gujara
Rab Ne Tumhein Bhi Kya Khub Banaya
Meri Najar Se Khud Ko Dekho Toh Yaara
Aa Ha Ha Ha Ha Ha Ha…

Janeman Lyrics – Sonu Nigam & Shreya Ghoshal | Aryan: Unbreakable

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *