Baby meri haaye haaye goli maare
Ankhiyon se haye haye goli mare
Baby meri haaye haaye goli maare
Haaye goli, goli maare
Baby meri haaye haaye goli maare
Ankhiyon se haye haye goli mare
Baby meri haaye haaye goli maare
Haaye goli, goli maare
Kangna tera Red colour
Kurti teri lagdi killer
Oh gori tera kya kehna
Beauty teri trend kare
Tu sabse different lage
Oh gori tera kya kehna
Saitaaniya hai tere baaton mein
Feeling bhari hai jazbaaton mein
Peecha chhod de, raah mod de
Kar na mujhe behaal
Apne deewane ka-
Apne deewane ka-
Apne deewane ka karke bura haal re
Ki ankhiyon se goli maare
Ladki kamaal re
Ki ankhiyon se goli maare
Ladki kamaal-
Re e ankhiyon se goli maare
Ladka kamaal re
E ankhiyon se goli maare
Baby meri haaye haaye-
Ankhiyon se haaye haaye-
Baby meri haaye haaye-
Haaye goli, goli maare
Balkha ke kuch lehra ke
Hirni jaisi chalti hai
Pal mein shola
Pal mein masha
Kitne rang badalti hai
Are kuch balkha ke kuch lehra ke
Hirni jaisi chalti hai
Pal mein shola
Pal mein masha
Kitne rang badalti hai
Baat maan le zid na kar
Paane ka mujhko dream tu kar
Baat maan le, dil ko thaam le
Ankh tu mujhpe daal
Tere lambelambe, kaale-kaale
Ho tere lambelambe, kaale-kaale
Naagin se baal re
Ki ankhiyon se goli mare
Ladki kamaal re
Ki ankhiyon se goli maare
Ladki kamaal-
Re e ankhiyon se goli maare
Ladka kamaal re
E ankhiyon se goli maare
Ankhiyon se goli maare
Ladki kamaal re
Ki ankhiyon se goli maare
Ladki kamaal re
Ki ankhiyon se goli maare
Haaye-Haaye-Haaye goli maare
Song Credits
Song: Ankhiyon Se Goli Mare
Singer(s): Tulsi Kumar & Mika Singh
Music: Anand-Milind, Tanishk Bagchi
Lyrics: Shabbir Ahmed, Sameer
Label: T-Series
Album: Pati Patni Aur Woh
Released: 2020
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Ankhiyon Se Goli Mare Lyrics – Tulsi Kumar & Mika Singh | Pati Patni Aur Woh by Mika Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Mika Singh soulful songs!


