Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Pehli pehli baar milaata hai yehi
Seene mein phir aag lagaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Is dil ki baaton mein jo aate hain
Vo bhi deewane ho jaate hain
Manzil toh raahi dhoondh lete hain
Raste magar kho jaate hain
Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Soorat se main na pehchaanoongi
Naam se bhi na usko jaanoongi
Dekhoongi kuchh na main sochoongi
Dil jo kahega vohi manoongi
Dil to paagal hai dil deewana hai
Hain yeh paagal hai hain yeh deewana hai
Dil ka kehna ham sab maanein
Dil na kisi ki maane
Jaan di humne jaan gaye sab
Ek wohi na jaane
Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Rehne do chhodo ye kahaaniyaan
Deewanepan ki sab nishaaniyaan
Logon ki saari pareshaaniyaan
Is dil ki hai ye saari meherbaaniyaan
Ho dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Dil to paagal hai dil deewana hai
Song Credits
Song: Dil To Pagal Hai
Singer(s): Uttam Singh, Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Anand Bakshi
Music: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi
Label: YRF Music
Album: Dil To Pagal Hai
Released: 1997
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Dil To Pagal Hai Lyrics – Uttam Singh, Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Anand Bakshi | Dil To Pagal Hai by Lata Mangeshkar. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Lata Mangeshkar soulful songs!


