Sawan Aaya Hai Lyrics – Tony Kakkar, Mithoon, Arijit Singh | Creature 3D

Mohabbat Barsa Dena Tu, Sawan Aaya Hai
Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai
Mohabbat Barsa Dena Tu, Saawan Aaya Hai
Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai

Sabse Chhupa Ke Tujhe Seene Se Lagaana Hai
Pyar Mein Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai
Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai

Mohabbat Barsa Dena Tu, Sawan Aaya Hai
Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai

Kyun Ek Pal Ki Bhi Judaai Sahi Jaaye Na
Kyun Har Subah Tu Meri Sanson Mein Samaye Na
Aaja Na Tu Mere Paas, Dunga Itna Pyar Main
Kitni Raat Guzaari Hai, Tere Intezar Mein

Kaise Bataaun Jazbaat Ye Mere
Maine Khud Se Bhi Zyada Tujhe Chaaha Hai
Sab Kuch Chhod Ke Aana Tu, Sawan Aaya Hai
Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai

Sabse Chhupa Ke Tujhe Seene Se Lagaana Hai
Pyar Mein Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai
Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai

Bheege Bheege Tere Lab,
Mujhko Kuch Kehte Hain
Dil Hai Khush Mera Ke Khayal Ek Jaise Hain 🙂
Roko Na Ab Khudko Yun Sun Lo Dil Ki Baat Ko
Dhal Jaane Do Shaam Aur Aa Jaane Do Raat Ko
Kitna Haseen Ye Lamha Hai
Kismat Se Maine Churaaya Hai

Aaj Ki Raat Na Jaana Tu, Sawan Aaya Hai
Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai

Sabse Chhupa Ke Tujhe Seene Se Lagaana Hai
Pyar Main Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai
Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai

Song Credits
Song: Sawan Aaya Hai
Singer(s): Tony Kakkar, Mithoon, Arijit Singh
Music: Tony Kakkar, Mithoon
Label: T-Series
Album: Creature 3D
Released: 2014
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Sawan Aaya Hai Lyrics – Tony Kakkar, Mithoon, Arijit Singh | Creature 3D by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!

Related Posts

Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get…

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *