Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get caught in the rain
I know our love won’t wash away storm or hurricane
Girl our love will find a way
I wanna see the sunset in your eyes
Lying next to you every single night
Wanna be the reason that you smile
Baby go with me its ride on tide
(Mohabat barasa dena tu sawan aayaa.. hai
Tere aur mere milne ka mausam aayaa.. hai
Sabse chupa ke tujhe sine se lagana hai
Pyaar main tere hadd se guzar jana hai
Itana pyaar kisi pe pehli baar aaya hai) – 2
Kyun ek pal ki bhi judai sahee jaye na
Kyun har subah tu meri sanson me samaaye na
Aja na tu mere paas doongi itana pyaar main
Kitni raat guzaari hai tere intezaar main
Kaise bataun jazbaat ye mere
Mene khood se bhi zyada tujhe chaha hai
Sab kuch chod ke aana tu sawan aaya hai
Tere aur mere milane ka mausam aaya hai
Sabse chupa ke tujhe sine se lagana hai
Pyaar main tere had se guzar jana hai
Itana pyaar kisi pe pehali baar aaya hai
Girl youre my passion you got me so addicted
Girl youre my passion you got me so i will be there
Bhige bhige lab tere mujhko kehate hai
Dil hai khush mera ke khayal ki jaise hai
Roko na ab khud ko yuuh sunalo dil ki baat ko
Dhal jane do sham aur aaja ne do raat ko
Kitana haseen ye lamaha hai kisamat se mene churaya hai
Aaj ki raat na jana tu sawan aaya hai
Tere aur mere milane ka mausam aaya hai
Sabse chupa ke tujhe sine se lagana hai
Pyaar main tere had se guzar jana hai
Itana pyaar kisi pe pehli baar aaya hai

Song Credits
Song: Mohabbat Barsa De
Singer(s): Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar
Music: Arko, Arjun
Lyrics: Tony Kakkar
Label: T-Series
Album: Creature 3D
Released: 2014
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!

Related Posts

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

  • Arko
  • November 16, 2026
  • 37 views
Meherbani Lyrics – Arko | The Shaukeens

Hai saaz tu, tera tarz main
Tu hai dava aur marz main
Dildaar tu. khudgarz main
Hai geet tu, tere lafz main
Tu hai duaa aur farz main
Aazad tu aur karz…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *