O Rabba Ho
O Rabba Koyi Toh Bataye
O Rabba Koyi Toh Bataye Pyar Hota Hai Kya
O Rabba Koyi Toh Bataye Pyar Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Ho Gaya Ho Ho….
Jaisa Mujhe Ho Gaya Sabko Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Ho Gaya Sabko Hota Hai Kya
O Rabba Koyi Toh Bataye Pyar Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Ho Gaya
Hohoho….Hmm….
Jaisa Mujhe Ho Gaya Sabko Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Ho Gaya Sabko Hota Hai Kya
O Rabba Ha
Yeh Kaun Aaya Lage Man Bhaaya
Zindagi Ke Paas Mujhe Kaun Le Aaya
Ho Yeh Kaun Aaya Lage Man Bhaaya
Zindagi Ke Paas Mujhe Kaun Le Aaya
O Rabba Koyi Toh Bataye
O Rabba Koyi Toh Bataye Chain Hota Hai Kya
Jaisa Mera Kho Gaya Sabka Khota Hai Kya
Jaisa Mera Kho Gaya Sabka Khota Hai Kya
O Rabba Ho
Khyalon Ke Baagon Mein Main Jab Khadi Thi
Tabhi Ek Gul Ne Aawaaz Di Thi
Khyalon Ke Baagon Mein Mai Jab Khadi Thi
Tabhi Ek Gul Ne Aawaaz Di Thi
Kali Si Mahakane Lagi Tu Kyo Gori
Kali Si Mahakane Lagi Tu Kyo Gori
Chhalakne Lagi Kyo Yeh Gaagar Kori
Phool Puchhata Raha Main Sochati Rahi
O Rabba Koyi Toh Bataye
O Rabba Koyi Toh Bataye Roop Hota Hai Kya
Jaisa Mera Khil Gaya Sabka Khilta Hai Kya
Jaisa Mera Khil Gaya Sabka Khilta Hai Kya
O Rabba Ha
Hum Toh Unche Gagan Mein Udne Lage
Hum Toh Unche Gagan Mein Udne Lage
Ek Duje Se Jaise Judney Lage
Ek Duje Se Jaise Judney Lage, Judney Lage
O Rabba Koyi Toh Bataye
O Rabba Koyi Toh Bataye Mit Hota Hai Kya
Jaisa Mujhe Mil Gaya Sabko Milta Hai Kya
Jaisa Mujhe Mil Gaya Sabko Milta Hai Kya
O Rabba Haa
Song Credits
Song: O Rabba Koi To Bataye
Singer(s): Anuradha Paudwal & Suresh Wadkar
Music: Anand-Milind
Lyrics: Santosh Anand
Label: T-Series
Album: Sangeet
Released: 1991
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of O Rabba Koi To Bataye Lyrics – Anuradha Paudwal & Suresh Wadkar | Sangeet by Anuradha Paudwal. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Anuradha Paudwal soulful songs!

