Jaane kaise aankhon mein hai tere
Nasha koi betahasha pee raha hoon main
Maano jaise thaam di hai maine
saansein pair penli dafaa ab jee raha hoon main
Yaad hai jab suhaani thi behti hawayein hawayein
Teri saaye mein hai ab wo saari razayein rayazein
Kaise mere dil mein tu aane lagi
Aankhon se aankhein jo milane lagi
Haathon se jo aag lagane lagi tu
Kaise mere dil mein tu aane lagi
Aankhon se aankhein jo milane lagi
Haathon se jo aag lagane lagi tu
Sookhe sookhe aansuon ke neeche hai koi jazbaat jinko
Chhu rahi ye raat
Jaane dil ki baatein jhoote vaade sach kara de
Tere hothon ka fitoor
Yaad hai jab suhaani thi behti hawayein hawayein
Teri saaye mein hai ab wo saari razayein rayazein
Kaise mere dil mein tu aane lagi
Aankhon se aankhein jo milane lagi
Haathon se jo aag lagane lagi tu
Kaise mere dil mein tu aane lagi
Aankhon se aankhein jo milane lagi
Haathon se jo aag lagane lagi tu
Song Credits
Song: Fitoor
Singer(s): Aaditya Rakheja
Music: Aaditya Rakheja
Label: Aaditya Rakheja
Album: Fitoor
Released: 2026
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Fitoor Lyrics – Aaditya Rakheja | Fitoor by Aaditya Rakheja. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aaditya Rakheja soulful songs!


