Kashmakash Lyrics – Aaditya Rakheja | Kashmakash

Kashmakash bhula gayi hai
Kandhon ko sehla gayi hai
Tairti nigaahein phir dhundhein puraane chehrein
Jo kaapti si ungliyon mein chhipa gayi hai

Makhmali makhmali si ye baatein
Khurdari khurdari si ye raatein
Dhundhli dhundhli si ye raatein sunlo
Makhmali makhmali si ye baatein
Khurdari khurdari si ye raatein
Dhundhli dhundhli si ye raatein sunlo

Hai suhaana sa mausam
angaaron ki barsaat hai ye
Ishq haare hain lekin jazbaat hain ye
Kuch bhulaye se lamhe
inn hothon ke darmiyaan hai ye
Bewajah khwahishon ka anjaam hai ye

Surmayee si palkein phir bheegein bheegein iss raat me
Haathon par ye ungliyan saja gayi hai

Kashmakash bhula gayi hai
kandhon ko sehla gayi hai

Makhmali makhmali si ye baatein
Khurdari khurdari si ye raatein
Dhundhli dhundhli si ye raatein sunlo
Makhmali makhmali si ye baatein
Khurdari khurdari si ye raatein
Dhundhli dhundhli si ye raatein sunlo

Song Credits
Song: Kashmakash
Singer(s): Aaditya Rakheja
Music: Aaditya Rakheja, Abhijeet Srivastava, Aman Moroney
Label: Aaditya Rakheja
Album: Kashmakash
Released: 2020
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Kashmakash Lyrics – Aaditya Rakheja | Kashmakash by Aaditya Rakheja. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Aaditya Rakheja soulful songs!

Related Posts

Farishta Lyrics – Aaditya Rakheja | Farishta

Toofani saansein liye
Andhere ko hain piye
Pairon ke kaatein liye
Tukde junoon ke sile

Taaron ke saagar
Mein tairte hain ab
Saath ek farishta hai tu
Tere…

Aarzoo Lyrics – Aaditya Rakheja & Akanksha Bhandari | Aarzoo

Tere haathon se, khamoshi se
Teri baaton se, sargoshi se
doorie hai magar dhalti nahi aarzoo

Dekho chaand bhi hai door par
Saari chaandni hai dono par
karke…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *