Pyaar Manga Hai
Pyaar manga hai tumhi se Mujhe Pyaar karo
Aaj abhi zidd maano meri Na intezaar karo
Main bhi dil ki sun raha hoon Tum bhi dil ki suno
Pyaar manga hai tumhi se Mujhe Pyaar karo
Tujhe paane ka junoon iss qadar hai
Tere khwaabon se bhari ye nazar hai
Zara dheere se mere paas aao…..
Tumhe kitna pyaar hai ye batao
Pucho na bas dil de do, Mujhe pyaar karo
Pyaar manga hai tumhi se Naa inkaar karo
Aaj abhi zidd maano meri Na intezar karo
Hmm..
Tu hai neele aasmaan ka musafir
Chala aaya taaro se meri khatir
Teri baahon mein ajab sa ik sukoon hai
Mujhe jaana ab kahi aur kyun hai
Tum meri bas meri ho
Mujhe pyaar karo
Pyaar manga hai tumhi se Mujhe pyaar karo
Aaj abhi zidd maano meri Na intezar karo
Mujhe Pyaar karo na intezar karo
Mujhe Pyaar karo na inkar karo
Mujhe Pyaar karo na intezar karo…
Song Credits
Song: Pyaar Maanga Hai
Singer(s): Armaan Malik & Neeti Mohan
Music: Abhijit Vaghani
Lyrics: Manoj Muntashir
Label: T-Series
Album: Pyaar Maanga Hai
Released: 2016
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Pyaar Maanga Hai Lyrics – Armaan Malik & Neeti Mohan | Pyaar Maanga Hai by Armaan Malik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Armaan Malik soulful songs!


