Tera Main Intezaar Lyrics – Armaan Malik, Amaal Mallik, Kunaal Vermaa | Tera Main Intezaar

Bechain kyu main hone laga hoon
Tere liye iss tarah
Hai ek dil bhi jeene ko kaafi
Kyu chahiye dusra
Teri har saans ko bata de
Haq inpe hai bas mera
‘Gar ye baat sun raha hai wo khuda
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha
Sach kaha tha kisi ne, “ek dafa zindagi mein
Ishq hota hain dil Ko, haan, kisi na kisi se”
Yaar, jite hai aashiq kis tarah door hoke?
Kyu kabhi ye kisi ko na bataya kisi ne?
Ek din tu nazar jhukake
Phir raahon ko dekhna
Mere aansoo gire milenge har jagah
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha
Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha
Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha

Song Credits
Song: Tera Main Intezaar
Singer(s): Armaan Malik, Amaal Mallik, Kunaal Vermaa
Music: Amaal Mallik
Label: T-Series
Album: Tera Main Intezaar
Released: 2024
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tera Main Intezaar Lyrics – Armaan Malik, Amaal Mallik, Kunaal Vermaa | Tera Main Intezaar by Amaal Mallik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amaal Mallik soulful songs!

Related Posts

Jaan Hai Meri Lyrics – Armaan Malik | Radhe Shyam

Jaan Hai Meri – Lyrics

Mukhda
Aaye the is tarah se tum
Jaise koi ho khwaab naya
Bas yaadein reh gayi dekho
Hum mein tum mein jo tha na raha

Poochta hoon main…

Badnaamiyan (Male) Lyrics – Armaan Malik | Hate Story IV

Badnaamiyan- Lyrics

ZindaganiKeLamhoKoTereNaamKarDiya
KhudKo Teri He KhatirBadnaamKarDiya
BadnamiyaanMiliTanhahiyanBadii

Her Pal Ye DilYaadTujhe…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *