Ek si aankhein…hain
Ek sa nazariyaa hai
Jinse dekhein hum jahaan hai
Ek si baatein… hain
Dil se hi kehni hain
Chaahe koi bhi zubaan hai
Amhi kuthun hi aahot
Hum hain jahaan se bhi
Aami jot nathaak leyo
Hum hain jahaan pe bhi
Ame bhale jyapan jaiye
Jaayein jahaan pe bhi
Iss safar mein
Yahaan hum saare ek hain
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Kya rakha hai deewaaron mein
Khol dein khidakiyaan saari
Kya rakha hai sawaalon mein
Aaja hal se hi kar lein yaari
Haan mhey atthe jatthe soon bhi
Hum hain jahaan se bhi
Jitthe marzi hoiye appa
Ham hain jahaan pe bhi
Jekhaneo jaai Aamra
Jaayein jahaan pe bhi
Iss safar mein
Yahaan hum saare ek hain
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Song Credits
Song: Hum Saare Ek Hain (From "Made in India")
Singer(s): Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi
Music: Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi, Abhijit Vaghani
Label: LET'S GET LOUDER
Album: Hum Saare Ek Hain (From "Made in India")
Released: 2024
Language: Hindi
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) Lyrics – Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi | Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) by Ankit Tiwari. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Ankit Tiwari soulful songs!


