Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) Lyrics – Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi | Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”)

Ek si aankhein…hain
Ek sa nazariyaa hai
Jinse dekhein hum jahaan hai

Ek si baatein… hain
Dil se hi kehni hain
Chaahe koi bhi zubaan hai

Amhi kuthun hi aahot
Hum hain jahaan se bhi
Aami jot nathaak leyo
Hum hain jahaan pe bhi
Ame bhale jyapan jaiye
Jaayein jahaan pe bhi
Iss safar mein
Yahaan hum saare ek hain

Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai

Kya rakha hai deewaaron mein
Khol dein khidakiyaan saari
Kya rakha hai sawaalon mein
Aaja hal se hi kar lein yaari

Haan mhey atthe jatthe soon bhi
Hum hain jahaan se bhi
Jitthe marzi hoiye appa
Ham hain jahaan pe bhi
Jekhaneo jaai Aamra
Jaayein jahaan pe bhi

Iss safar mein
Yahaan hum saare ek hain
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai
Hum saare ek hai

Song Credits
Song: Hum Saare Ek Hain (From "Made in India")
Singer(s): Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi
Music: Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi, Abhijit Vaghani
Label: LET'S GET LOUDER
Album: Hum Saare Ek Hain (From "Made in India")
Released: 2024
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) Lyrics – Shilpa Rao, Ankit Tiwari, Nikhita Gandhi | Hum Saare Ek Hain (From “Made in India”) by Ankit Tiwari. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Ankit Tiwari soulful songs!

Related Posts

Yaara Re Lyrics – KK & Ankit Tiwari | Roy

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ajnabi Kahe Ke Apna Kahe
Ab Kya Kahein Kya Na Kahein

Ishare Bhi Chup Hain
Zubaan Khamosh Hai
Sadaa…

Pehli Dafa Lyrics – Ankit Tiwari, Souvviek Kabi, Ayush Soni, Khushbu Mayank | Pehli Dafa

Dekha tujhe jo pehli dafa
Betahasha ishq ho gaya
Tujh me dhalne lagi hai shaam
Din bhi tujhi se hone laga

Jane kab chupke se dil ka yeh milan
Dheere dheere…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *