Bekhayali (Arijit Singh Version) Lyrics – Arijit Singh | Kabir Singh

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyoon bichhadna hai zaroori yeh sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
Main jo tumse door hoon
Kyoon door main rahoon
Tera gham leke main kyoon mehfooz rahoon
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyoon judaa hue hain tu yeh sawaal aaye
Main rakh loon chhupa ke tujhe
Zamane se
Dil mein kahin
Tu chali aa
Mujhko sazaa deke mujhse juda na ho
Kar tu yeh faisla
Tu chali aa
Tere bina jee na paayein ge hum
Tujhko kitna chahne lage hum
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyoon bichhadna hai zaroori yeh sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Song Credits
Song: Bekhayali (Arijit Singh Version)
Singer(s): Arijit Singh
Music: Sachet-Parampara
Lyrics: Irshad Kamil
Label: T-Series
Album: Kabir Singh
Released: 2019
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Bekhayali (Arijit Singh Version) Lyrics – Arijit Singh | Kabir Singh by Arijit Singh. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Arijit Singh soulful songs!

Related Posts

Mohabbat Barsa De Lyrics – Arko, Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar | Creature 3D

Girl you’re my passion you got me so addicted – 2
Even if we get caught in the rain
I know our love wont wash away you got me so addicted
No matter if we get…

Aaj Se Teri Lyrics – Arijit Singh | Padman

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya

Aaj se teri sari galiyan meri ho gayin
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri sari…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *