Dil Ko Dil Se Kuch Hai Kehna
Dil Se Ab Na Door Rehna
Dil Ki Bas Yahi Guzarish Hai
Dhadkanon Ki Sunne Baatein
Jo Labon Se Keh Na Pate
Dil Ki Bas Yahi Guzarish Hai
Jab Se Mera Dil Tera Hua
Puchho Na Mujh Ko Mujhe Kya Hua
Ab Teri Bahon Main Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana
Jab Se Mera Dil Tera Hua
Puchho Na Mujh Ko Mujhe Kya Hua
Ab Teri Bahon Main Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana
Han Shayad Ye Pal Phir Na Mile
Na Khatam Ho Yeh Silsile
Ban Ke Dua Tum Jo Mile
Ek Zindagi Aur Jee Le
Mere Iradon Ne Tay Kar Liya
Zarra Bhi Ab Na Rahe Darmiyan
Meri Wafayon Ki Hai Ye Ada
Agar Hon Juda Ho Jau Fana
Jab Se Mera Dil Tera Hua
Pucho Na Mujh Ko Mujhe Kya Hua
Ab Teri Baahon Main Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana
Jab Se Mera Dil Tera Hua
Pucho Na Mujh Ko Mujhe Kya Hua
Ab Teri Baahon Main Jeena Mujhe
Warna Hai Mar Jaana
Song Credits
Song: Jab Se Mera Dil
Singer(s): Palak Muchhal, Armaan Malik, Sanjeev-Darshan, Sandeep Nath
Music: Sanjeev-Darshan
Lyrics: Sandeep Nath
Label: T-Series
Album: Amavas
Released: 2019
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Jab Se Mera Dil Lyrics – Palak Muchhal, Armaan Malik, Sanjeev-Darshan, Sandeep Nath | Amavas by Armaan Malik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Armaan Malik soulful songs!


