Husn Laajawab Hoon Shabab Hi Shabab Hoon – 2
Mohabbaton Ki Shaan Hoon Aashiqon Ki Jaan Hoon
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Abhi Toh Main Jawaan Ho – 2
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Husn Ki Jo Dhoop Hai Shiri Sa Mera Roop Hai – 2
Nadiya Ke Tez Dhar Hu Sone Se Karara Hoon .
Laila Ke Dil Ki Baat Hoon Main Heer Ki Zabaan Hoon
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Abhi Toh Main Jawaan Hoon – 2
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Main Jaam Hoon Bhara Huaan Main Labon Ki Pyaas Hoon – 2
Nazar Jhuka Ke Dekh Lo Main Dil Ke Aas Paas Hoon
Main Aashiq Ki Aarzoo Main Ishq Ka Bayaam Hoon
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Abhi Toh Main Jawaan Hoon – 2
Abhi Toh Main – 2 Jawaan Hoon
Song Credits
Song: Abhi Toh Main Jawan Hoon
Singer(s): Alisha Chinai
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Jalees Sherwani
Label: T-Series
Album: The Killer
Released: 2006
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Abhi Toh Main Jawan Hoon Lyrics – Alisha Chinai | The Killer by Alisha Chinai. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alisha Chinai soulful songs!


