Disco Dandia Lyrics – Vijay Benedict & Alisha Chinai | Love Love Love

Disco dandiya disco dandiya
Disco dandiya disco dandiya

Wadaa kiya hai aane ka
Usane aayegi aayegi
Aayegi woh toh masti
Dilo par chhayegi chhaayegi

Wadaa kiya hai aane ka
Usane aayegi aayegi
Aayegi woh toh masti
Dilo par chhayegi chhaayegi

Haan jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Haan jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Haan jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya

Baahon mein woh jab aayegi
Saanso mein halchal machaayegi
Pyaar se aankhein milaayegi
Dil par thaap lagaayegi haan

Woh phooljhadi phoolon ki jhadi
Jab chhadi se chhadi bajaayegi
Masti mein dil mera jhumega
Chhayega nasha
Ungli pe mujhko nachaayegi aayega maza

Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya

Wadaa kiya hai aane ka
Usane aayegi aayegi
Aayegi woh toh masti
Dilon par chhayegi chhaayegi

Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya

Waade pe tere hai mujhko yakin
Wadaa tu tod nahi sakati
Iss mod tak laake mujhko
Daaman tu chhod nahi sakati

Waade pe tere hai mujhko yakin
Wadaa tu tod nahi sakati
Iss mod tak laake mujhko
Daaman tu chhod nahi sakati

Aawaaz dunga jab main tujhe
Tu na kahin ruk paayegi
Hai aaj toh pyaar ka imthaan
Tu apana wadaa nibhaayegi

Hey wadaa kiya tha aane ka maine
Yeh lo main aa gayi
Mehbub mere tere liye mai
Duniya se takara gayi

Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya

Wadaa kiya tha aane ka maine
Yeh lo main aa gayi
Mehbub mere tere liye mai
Duniya se takara gayi

Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Han jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya

Teri chhadi se meri chhadi
Aisi ladi haay aisi ladi
Haan tan se koyi chingaari udi
Saanson ki garmi aur badhi

Aisa tajurba pehale huwa na
Pehale na aayi aisi ghadi
Hungaama milake machaayenge
Hoga rang jawan
Aisa huwa na hoga kabhi disco daandiya

Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Ho jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Jhumenge hum gaayenge hum
Naachenge hum disco daandiya
Hey disco daandiya disco daandiya
Disco daandiya disco daandiya

Song Credits
Song: Disco Dandia
Singer(s): Vijay Benedict & Alisha Chinai
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan
Label: T-Series
Album: Love Love Love
Released: 1989
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Disco Dandia Lyrics – Vijay Benedict & Alisha Chinai | Love Love Love by Alisha Chinai. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alisha Chinai soulful songs!

Related Posts

Dil Mera Todo Na Lyrics – Alisha Chinai | Dance Dance

Hotho Pe Taze Gulab Ki Lali Sajaye
Aankho Mein Sapno Ke Kajal Rachaye
Naram Badan Mein
Sholo Ki Garmi Basaye
Main Aayi Hoon He He He
Tumhare Liye Tumhare Liye…

Zindagi Meri Dance Lyrics – Vijay Benedict & Alisha Chinai | Dance Dance

Dear audience aaj hum aapko
Chand par le ja rahe hain
Yeh dekhiye yeh rocket
Is rocket se ek khubsurat mahbuba
Apne mahbub ke sath
Chand par utar kar
Pyar ki…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *