Aankh Meri Hai Husn Tera Hai
Tujhko Dekhu Main Haqyeh Mera Hai
Aankhon Mein Surur Hai,
Baaton Mein Gurur Hai
Chhalake Chhalake Chhalake
Bindiya Meri Bindiya
Le Gayi Teri Nindiya
Chamake Chamake Chamake
Chain Khoya Tumko Paaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya

O Ho O Ho He E He He E He…….
Main Hoon Deewaana Pyar Kaa Maara,
Jaan Bhi De Doon Kar Do Ishaara
Dil Se Hai Dil Ka Sauda Hamaara,
Jaan Kyon Maange Tumse Hum Yaara
Jindagi Yeh Aashiqi Hai, Aashiqi Ki Toh Yeh Karaar Aaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Hum Hain Manmauji Mauj Karate Hain
Ishq Ke Vaade Roj Karate Hain Oye Oye Oye
Roj Hote Hain Tere Hi Charchey
Roj Jeete Hain Roj Marate Hain
Har Taraf Tu Rubaru Hai, Saamane Tuhi Baar Baar Aaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Aankhon Mein Surur Hai,
Baaton Mein Gurur Hai
Chhalake Chhalake Chhalake
Bindiya Meri Bindiya
Le Gayi Teri Nindiya
Chamake Chamake Chamake
Chain Khoya Tumko Paaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Pyaar Aaya Pyaar Aaya, Saj Dhaj Ke Mera Yaar Aaya
Song Credits
Song: Pyaar Aaya
Singer(s): Alisha Chinai & Anand Raaj Anand
Music: Anand Raaj Anand
Lyrics: Dev Kohli
Label: T-Series
Album: Plan
Released: 2003
Language: Hindi
Watch Official Video
Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.
Explore the complete lyrics of Pyaar Aaya Lyrics – Alisha Chinai & Anand Raaj Anand | Plan by Alisha Chinai. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alisha Chinai soulful songs!