It’s Rocking Lyrics – Pritam & Alisha Chinai | Kya Love Story Hai

Ude Jab Jab Zulfe Teri
Ude Jab Jab Zulfe Teri
Kawaariyon Ka Dil Machale
Kawaariyon Ka Dil Machale, Jind Meriye

Jab Aise Chikne Chehre
Jab Aise Chikne Chehre
Toh Kaise Na Nazar Phisale
Toh Kaise Na Nazar Phisale, Jind Meriye

It’s Rocking, Yaara Kabhi Ishq Toh Karo
Its Rocking, Maro Tum Ishq Pe Maro
It’s Rocking, Yaara Kabhi Ishq Toh Karo
Its Rocking, Maro Tum Ishq Pe Maro

Chaahe Agar Yeh Dil Toh Kya Roshan Jahaan Karde
Isaki Inaayat Ho Toh Jarre Ko Khuda Karde

Main Sadke Jaanwaan Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan
Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan

Kya Jamin Hai Kya Falak, Hai Duniya Jahaan Talak
Dekho Dekho Silsila Hai Ishq Ka
Chaahe Gum De Ya Khushi, Har Haal Mein Yuunhi
Karo Jara Shukriya Tum Ishq Ka

Zidd Pe Jo Aa Jaaye Toh Ik Pal Mein Fanaa Karde
Isaki Inaayat Ho Toh Jarre Ko Khuda Karde

Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan
Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan

Tujhe Chaand Ke Bahaane Dekhu
Tujhe Chaand Ke Bahaane Dekhu
Tu Chhat Par Aaja Goriye
Tu Chhat Par Aaja Goriye, Jind Meriye

Abb Chhedenge Gali Ke Sab Ladke
Abb Chhedenge Gali Ke Sab Ladke
Ke Chaand Bairi Chhip Jane De
Ke Chaand Bairi Chhip Jane De, Jind Meriye

Isse Jisne Na Kiya, Mehroom Woh Huva
Use Bhala Kya Pata Hai Ishq Kya
Yeh Isaki Saadagi Hai Ruh Jindagi
Koi Ise De Pata Hai Ishq Kya

Ye Ishq Jo Chaahe Toh Puri Har Duva Karde
Isaki Inaayat Ho Toh Jarre Ko Khuda Karde

Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan
Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan

It’s Rocking, Yaara Kabhi Ishq Toh Karo
It’s Rocking, Maro Tum Ishq Pe Maro
It’s Rocking, Yaara Kabhi Ishq Toh Karo
It’s Rocking, Maro Tum Ishq Pe Maro

Chaahe Agar Yeh Dil Toh Kya Roshan Jahaan Karde
Isaki Inaayat Ho Toh Jarre Ko Khuda Karde

Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan
Main Sadke Jaanwaan, Main Sadke Jaanwaan
Ho Ishq Pe Yaara Main Sadke Jaanwaan
Main Sadke Jaanwaan

Song Credits
Song: It's Rocking
Singer(s): Pritam & Alisha Chinai
Music: Pritam
Lyrics: Shabbir Ahmed
Label: T-Series
Album: Kya Love Story Hai
Released: 2007
Language: Hindi

Watch Official Video

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of It’s Rocking Lyrics – Pritam & Alisha Chinai | Kya Love Story Hai by Alisha Chinai. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Alisha Chinai soulful songs!

Related Posts

Beshuba Lyrics – Pritam, Kunal Ganjawala, Antara Mitra | Dil Toh Baccha Hai Ji

Tu Mera Jahan Bhi, Tu Mera Khuda Bhi
Tu Hi Hai Yahan Bhi, Aur Hai Wahan Bhi
Tu, Hai Saare Manzar Ka
Tu Meri Zameen Hai, Tu Hi Aasman Bhi
Rab Na Adaa Ki Hai Woh…

Dil Mera Todo Na Lyrics – Alisha Chinai | Dance Dance

Hotho Pe Taze Gulab Ki Lali Sajaye
Aankho Mein Sapno Ke Kajal Rachaye
Naram Badan Mein
Sholo Ki Garmi Basaye
Main Aayi Hoon He He He
Tumhare Liye Tumhare Liye…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *