Tumhe Apna Banane Ka Lyrics – Armaan Malik, Neeti Mohan, Amaal Mallik | Hate Story 3

Tumhe Apna Banane Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Mujhe Aadat Bana Lo Ik Buri
Kehna Ye Tumse Hai

Tumhe Apna Banane Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Sar Pe Hai, Kab Se Hai

Jism Ke Samandar Mein
Ik Lehar Jo Thehari Hai
Usme Thodi Harqat Hone Do
Shayari Sunaati Inn Do Nasheeli Aankhon Ko
Mujhko Paas Aake Padhne Do
Ishq Ki Khwahishon Mein
Bheeg Lo Baarishon Mein
Aao Na…

Tumhe Paakar Na Khone Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Mujhe Nazron Mein Rakh Lo Tum Kahin
Kehna Ye Tumse Hai

Tumhe Apna Banane Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Sar Pe Hai, Kab Se Hai

Hmm.. Rokna Nahi Mujhko
Zidd Pe Aa Gayi Hoon Main
Iss Qadar Deewanapan Chadha
Dekho Na Yahaan Aake
Mera Haal Kaisa Hai
Toot Ke Abhi Tak Na Juda

Ab Sambhalna Nahi Hai
Jo Bhi Hai Wo Sahi Hai
Aao Na…

Tumhe Khud Se Milaane Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Mujhe Rehne Do Apne Paas Hi
Kehna Ye Tumse Hai

Tumhe Apna Banane Ka Junoon
Sar Pe Hai, Kab Se Hai
Sar Pe Hai, Kab Se Hai

Song Credits
Song: Tumhe Apna Banane Ka
Singer(s): Armaan Malik, Neeti Mohan, Amaal Mallik
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Mr. Rashmi Virag
Label: T-Series
Album: Hate Story 3
Released: 2015
Language: Hindi

Thanks for visiting gabrupunjabi.com! If you found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us through our Contact Us page. We will correct the mistakes in these lyrics.

Explore the complete lyrics of Tumhe Apna Banane Ka Lyrics – Armaan Malik, Neeti Mohan, Amaal Mallik | Hate Story 3 by Amaal Mallik. Read the full Punjabi song lyrics and dive into the meaning behind this hit track. Perfect for fans of Punjabi music and Amaal Mallik soulful songs!

Related Posts

Jaan Hai Meri Lyrics – Armaan Malik | Radhe Shyam

Jaan Hai Meri – Lyrics

Mukhda
Aaye the is tarah se tum
Jaise koi ho khwaab naya
Bas yaadein reh gayi dekho
Hum mein tum mein jo tha na raha

Poochta hoon main…

Badnaamiyan (Male) Lyrics – Armaan Malik | Hate Story IV

Badnaamiyan- Lyrics

ZindaganiKeLamhoKoTereNaamKarDiya
KhudKo Teri He KhatirBadnaamKarDiya
BadnamiyaanMiliTanhahiyanBadii

Her Pal Ye DilYaadTujhe…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *